Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Zahra Ko Darbar Bulaya Kisne Logo Jawab Do

Zeeshan Ali Hussaini

2021Urdu
2021UrduSayyida Fatima ZahraAyyam-e-Fatimiyah
Zahra Ko Darbar Bulaya Kisne Logo Jawab Do is an Urdu noha recited by Zeeshan Ali Hussaini, with poetry credited to Aqdas Sahab. Released through Mawaddat TV in December 2021 for Ayyam-e-Fatimiyyah, it mourns the suffering of Sayyida Fatima Zahra and recalls the dispute over her rights and the sacred household of Prophet Muhammad. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2021
Occasion
Ayyam-e-Fatimiyah
Original
Urdu

Lyrics

Zahra Ko Darbar Bulaya Kisne Logo Jawab Do Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Zahra Ko Darbar Bulaya Kisne Logo Jawab Do

Zahra Ko Darbar Bulaya Kisne Logo Jawab Do

Zeeshan Ali Hussaini

YouTube loads when you open Listen.

Zahra Ko Darbar Bulaya Kisne Logo Jawab Do

Zeeshan Ali Hussaini

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Haaye Zahra ×4
Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do ×2
Tehreer-e-Mustafa ko jhutla ke phaar di
Mere Baba ko hizyaan bataaya kisne? Logo, jawaab do
Sayyida Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do
Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do

Kya jaante nahin ho? Main hoon Nabi ki beti
Phir bhi na haq diya hai mujhko yeh ghaasibon ne
Haq Nabi-zaadi ka darbaar mein khaaya kisne? Logo, jawaab do
Sayyida Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do
Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do

Tum se to woh the behtar, Eesa ke ummati
Jinhon ne Mubahila mein taazeem meri ki thi
Mujh pe jalta hua darwaaza giraaya kisne? Logo, jawaab do
Sayyida Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do
Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do

Kyun tum yeh bhool baithe, jis ka ho kalma parhte
Us ki hi laadli ko kitna sataaya tum ne
Mera madfan mein aaraam gawaaya kisne? Logo, jawaab do
Sayyida Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do
Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do

Bas naam ke bane ho ashaab tum Nabi ke
Kirdaar se ho dushman tum Aal-e-Mustafa ke
Bugz apne na kabhi dil se mitaaya kisne? Logo, jawaab do
Sayyida Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do
Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do

Aqdas, dikhaaye koi, taazeem hum karenge
Hain be-gunaah yeh teenon, taareekh mein likh lo
Qaatil-e-Zahra ko pardon mein chhupaaya kisne? Logo, jawaab do
Sayyida Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do
Zahra ko darbaar bulaaya kisne? Logo, jawaab do

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2021
Personalities
Sayyida Fatima Zahra, Prophet Muhammad, Imam Ali, Sayyida Zainab
Occasion
Ayyam-e-Fatimiyah
Themes
Suffering of Sayyida Fatima Zahra, Dispute over the rights of Sayyida Fatima Zahra, Ahlulbayt, Mubahila, Devotional lament
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.