Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Manqabat

Mai Kis Tarha Se Bataun Ke Kya Ghadeer Se Hai

Shahid Baltistani

2013Urdu
2013UrduImam AliEid-e-Ghadeer
Mai Kis Tarha Se Bataun Ke Kya Ghadeer Se Hai is an Urdu Manqabat associated with the 2013 recitation of Shahid Baltistani. Its couplets celebrate Eid-e-Ghadeer, the declaration of Imam Ali (AS) as Maula, and the significance of Wilayat in the spiritual and religious identity of the faithful.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Manqabat
Year
2013
Personalities
Imam Ali
Occasion
Eid-e-Ghadeer
Original
Urdu

Lyrics

Mai Kis Tarha Se Bataun Ke Kya Ghadeer Se Hai Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Mai Kis Tarha Se Bataun Ke Kya Ghadeer Se Hai

Mai Kis Tarha Se Bataun Ke Kya Ghadeer Se Hai

Shahid Baltistani

YouTube loads when you open Listen.

Mai Kis Tarha Se Bataun Ke Kya Ghadeer Se Hai

Shahid Baltistani

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Mai kis tarha se bataun ke kya Ghadeer se hai
Khuda ka deen to kya khud Khuda Ghadeer se hai

Aur azaan mein naam-e-Ali sunke jo machalte ho
Tumhara zakhm abhi tak hara Ghadeer se hai

Bataun ek hi misre mein kya munafiq hai
Woh kalma-go hai magar bhaagta Ghadeer se hai

Laga raha hai jo fatwe Hussain ke gham par
Qasam Khuda ki use mas'ala Ghadeer se hai

Tu jisko dhoondh raha hai aye Sheikh masjid mein
Bahisht jaane ka woh raasta Ghadeer se hai

Ali ke lehje mein bola jo barsar-e-Meraj
Nabi ke lehje mein woh bolta Ghadeer se hai

Details

Lyrics Details

Category
Manqabat
Year
2013
Personalities
Imam Ali
Occasion
Eid-e-Ghadeer
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.