Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Beriyan Hain Abid-e-Bemar Hain

Anjuman-e-Zulfiqar-e-Haidery

Urdu
UrduImam Zainul AbidinMuharram
Beriyan Hain Abid-e-Bemar Hain is an Urdu noha expressing solidarity with the captives and commitment to Azadari. Read the Roman Urdu, Urdu-script text and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu

Lyrics

Beriyan Hain Abid-e-Bemar Hain Lyrics

WA

Beriyaa(N) Hein Abid-E-Beemar Hein
Baykasoon Kay Kafla Saalar Hein

Hai Azadari Humari Zindagi
Hum Hussasiniat Kay Wirsay Dar Hain

Maa'on Nay Ghutti May Dee Hub E Ali
Warisan E Buzaar O Ammar Hein

Hai Diloon May Nasb Ghazi Ka Aalam
Hum Wafaon Kay Aalam Bardaar Hein

Apni Kashti Doob Sakti He Nahi
Ya Ali Kehtay Hai Durya Paar Hein

Kab Shifa Kee Hai Humain Koi Talab
Matam E Sajjad Mein Beemar Hein

Fatima Kay Ghar Say Hai Naan O Namak
Fatima Kay Ghar Kay Matam Daar Hein

Hyy Woh Ghurbat Woh Aashhuray Kee Shaam
Bint E Zehra Ghar Kee Pehraydar Hein

Baykasi Lawarsi Ahl E Haram
Nangay Sir Qaidi Sir E Darbar Hein

Shairi Baqar Kee Ho Mola Qabool
Qalb Say Niklay Hoey Ashaar Hain

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Personalities
Imam Zainul Abidin, Imam Ali, Hazrat Abbas, Sayyida Fatima Zahra, Sayyida Zainab
Occasion
Muharram, Ashura
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.