Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba

Karrar Maulai

Urdu
Urdu
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba is a Noha recited by Karrar Maulai, portraying the final lament of Janab-e-Sakina (SA) as she recalls the hardships of captivity, the tragedy of Karbala, and her longing for her father, Imam Hussain (AS). Read the Roman Urdu and Urdu lyrics on AzadariVerse.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Language
Urdu
Original
Urdu

Lyrics

Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba

Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba

Karrar Maulai

YouTube loads when you open Listen.

Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba

Karrar Maulai

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.
Band Hone Wali Hai Ab Meri Zubaan Baba.
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.

Qaid Ke Andheron Mein, Ghut Raha Hai Dum Mera.
Ab Sahi Nhi Jati Mujhse Sakhtiya Baba.
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.

Jab Mera Jawaan Bhaiyya, Aadiyan Ragadta Tha.
Chhub Rahi Thi Mere Bhi, Dil Mein Barchiyan Baba.
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.

Jism Kaap Uthhta Hai, Rooh Thartharati Hai.
Shimr Humko Deta Hai, Aise Ghurkiyaan Baba.
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.

Jab Gale Lagaya Tha, Tumne Humko Maqtal Mein.
Aaj Tak Rulata Hai, Haye Woh Sama Baba.
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.

Kaan Ho Gaye Zakhmi, Gaal Ho Gaye Neeley.
Zalimon Ne Yun Cheeni, Meri Baliyaan Baba.
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.

Yeh Khabar Nhi Mujhko, Kab Jala Mera Daman.
Door Tak Tha Aankhon Ke Samne Dhuan Baba.
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.

Ye Nazeer Apna Hai, Isko Bakshwa Dena.
Isne Ro Ke Likkhe Hai, Meri Dastaan Baba.
Sun Lo Apni Beti Ke Aakhri Bayan Baba.

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Languages
Urdu
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.