Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Sura-e-Kahf Sunata Hai

Mir Hasan Mir

2014Urdu
2014UrduImam HussainMuharram
Sura-e-Kahf Sunata Hai is an Urdu noha recited by Mir Hasan Mir, commemorating surah al-kahf and captivity of ahlulbayt. Read the Roman lyrics, original Urdu/Shahmukhi script and English translation with repeated refrains.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2014
Occasion
Muharram
Original
Urdu
Album
Labbaik Ya Zainab (s.a) — Volume 2014

Lyrics

Sura-e-Kahf Sunata Hai Lyrics

WA

Ya Hussain Hussain, Ya Hussain Hussain ×3
Sura-e-Kahf sunaata hai, yeh sar kiska hai ×3
Khoon aankhon se bahaata hai ×2
Yeh sar kiska hai

Chalte chalte jo Sakina kahin gir jaati hai ×2
Khud ko neze se giraata hai ×2
Yeh sar kiska hai
Sura-e-Kahf sunaata hai, yeh sar kiska hai ×2

Jis taraf jaata hai baazaar mein sar Akbar ka ×2
Us taraf dekhta jaata hai ×2
Yeh sar kiska hai
Sura-e-Kahf sunaata hai, yeh sar kiska hai ×2

Jab bhi daakhil kisi baazaar mein hote hain haram ×2
Pehla patthar yehi khaata hai ×2
Yeh sar kiska hai
Sura-e-Kahf sunaata hai, yeh sar kiska hai ×2

Raat hoti hai to masoom si ek bachchi ko ×2
Lori neze se sunaata hai ×2
Yeh sar kiska hai
Sura-e-Kahf sunaata hai, yeh sar kiska hai ×2

Parh ke Quran ki aayaat sar-e-Zainab se ×2
Dhyaan logon ka hataata hai ×2
Yeh sar kiska hai
Sura-e-Kahf sunaata hai, yeh sar kiska hai ×2

Yeh samaan kaash na dekhe koi khwaahar iski ×2
Shimr zulfon se uthaata hai ×2
Yeh sar kiska hai
Sura-e-Kahf sunaata hai, yeh sar kiska hai ×2

Mir Sajjad, nahin kya koi waaris iska ×2
Isko har ek sataata hai ×2
Yeh sar kiska hai
Sura-e-Kahf sunaata hai, yeh sar kiska hai ×2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2014
Personalities
Imam Hussain, Sayyida Zainab, Bibi Sakina, Ali Akbar
Occasion
Muharram
Themes
Surah al-Kahf, Hussain's head, Captivity of Ahlulbayt
Original language
Urdu
Album
Labbaik Ya Zainab (s.a) — Volume 2014

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.