Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Ya Mazloom Imam

Ali Jee

2026Urdu
2026Urdu
Ya Mazloom Imam is an emotional Noha dedicated to Imam Hussain (AS) and the tragedy of Karbala. The kalaam reflects the grief of Bibi Fatima Zahra (SA), the loneliness of Hussain, the loss of Akbar, Asghar, Ghazi Abbas, and the suffering of Bibi Zainab after the burning of the tents. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu lyrics, and English translation on AzadariVerse.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide

Lyrics

Ya Mazloom Imam Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Ya Mazloom Imam

Ya Mazloom Imam

Ali Jee · Ali Shanawar · Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Ya Mazloom Imam

Ali Jee · Ali Shanawar · Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Hussain...
Ya Mazloom Imam ×3
Ya Mazloom Imam ×2

Sab ke aansu hain rawan
Sab ke lab par hai fughaan
Aye dil-e-ya-Fatima
Ya Mazloom Imam ×2

As Salaam
Hussain jaan ×3
Ya Imam
Hussain jaan ×3
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain

Noha hai, matam hai, dil girya kuna hai
Har lamha har lab par ek aaho fughaan hai
Darya hai, paani hai, sab kuch to rawan hai
Ek ghar tha Zahra ka, ab ghar woh kahan hai?
Dil-e-Zahra hai, bada tanha hai
Bada pyaasa hai, bada pyaasa hai

Sab ke aansu hain rawan
Sab ke lab par hai fughaan
Aye dil-e-ya-Fatima
Ya Mazloom Imam ×2
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain

Na lashkar, na yawar, na koi sahara
Na bhai, na bete, ghar lut gaya saara
Naizon mein, teghon mein Zahra ka dulara
Kis dil se ghurbat mein pyaron ko pukara
Kahan ho Akbar, kahan ho Asghar
Sada do dilbar, sada do dilbar

Sab ke aansu hain rawan
Sab ke lab par hai fughaan
Aye dil-e-ya-Fatima
Ya Mazloom Imam ×2
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain

Mehshar ka manzar hai, rota hai bayabaan
Shole hain, khaime hain, aur Shaam-e-Ghareeban
Na Ghazi, na chadar, Zainab hai pareshan
Behno ka, bachon ka ab kaun nigehbaan
Hussain aa jao, na ab tarpao
Rida bhi lao, rida bhi lao

Sab ke aansu hain rawan
Sab ke lab par hai fughaan
Aye dil-e-ya-Fatima
Ya Mazloom Imam ×2
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain

As Salaam
Hussain jaan ×3
Ya Imam
Hussain jaan ×3
Ya Mazloom Imam ×6

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2026
Languages
Urdu
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.