Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Zainab Ujar Gayi

Ali Jee

2024Urdu
2024Urdu
Zainab Ujar Gayi is a 2024 Noha recited by Ali Shanawar and Ali Jee, with poetry by Nadeem Sarwar and Jawad Jaffri. This emotional Urdu and Saraiki kalaam presents Bibi Zainab (SA) addressing the Holy Prophet (SAW) after Karbala, describing the martyrdom of Hazrat Abbas (AS), Ali Akbar (AS), Qasim (AS), Ali Asghar (AS), the loneliness of Bibi Sakina (SA), and the suffering of captivity in Sham. Read the Roman Urdu/Saraiki lyrics, Urdu/Saraiki script, and English translation on AzadariVerse.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide

Lyrics

Zainab Ujar Gayi Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Zainab Ujar Gayi

Zainab Ujar Gayi

Ali Jee · Ali Shanawar

YouTube loads when you open Listen.

Zainab Ujar Gayi

Ali Jee · Ali Shanawar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Pyaare Nana, mere pyaare Nana
Ya Rasool Allah, mere pyaare Nana

Zainab ujar gayi pardes ja ke, tera Deen bacha ke
Ya Rasool Allah, mere pyaare Nana ×2

Zainab ujar gayi pardes ja ke ×4
Mere pyaare Nana, tera Deen bacha ke ×2
Zainab ujar gayi pardes ja ke ×2
Roway dhi Ali di, ainj vain pa ke ×2
Zainab ujar gayi pardes ja ke ×2

Chhora watan ko pardes aayi, jis ke sahare Zahra ki jaayi ×2
Jis ke sahare Zahra ki jaayi
Darya pe soya baazu kata ke ×2
Zainab ujar gayi pardes ja ke ×2

Darbar aayi Ghazi di sain aye, dasso kehri Zainab baaghi di bhain aye ×2
Dasso kehri Zainab baaghi di bhain aye
Rehya puchhda zalim meda naam cha ke ×2
Zainab ujar gayi pardes ja ke ×2

Gayi cheer barchhi Akbar da seena, pamaal hoya Qasim nagina ×2
Pamaal hoya Qasim nagina
Hoya qatl Asghar haye teer kha ke ×2
Zainab ujar gayi pardes ja ke ×2

Zindan mein thi tanha Sakina, woh dhoondti thi Baba ka seena ×2
Woh dhoondti thi Baba ka seena
Karti thi giriya aansu baha ke ×2
Zainab ujar gayi pardes ja ke ×2

Jawad ro ro Makhduma aakhe, Qabr-e-Nabi nu gal naal la ke ×2
Qabr-e-Nabi nu gal naal la ke
Aa rahi haan Nana qaidan nibha ke ×2
Zainab ujar gayi pardes ja ke ×2

Pyaare Nana, mere pyaare Nana
Ya Rasool Allah, mere pyaare Nana

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2024
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.