Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Yeh Zulm Naya Kaisa Ai Gardish-e-Dauran Hai

Syed Ameer Hasan Abid

Urdu
UrduImam Hussain
Yeh Zulm Naya Kaisa Ai Gardish-e-Dauran Hai is a historic Urdu noha attributed to Syed Ameer Hasan Abid in the Bayaaz of Old Nohay. Read the Roman Urdu text with Urdu script and an aligned English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Original
Urdu

Lyrics

Yeh Zulm Naya Kaisa Ai Gardish-e-Dauran Hai Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Yeh Zulm Naya Kaisa Ai Gardish-e-Dauran Hai

Yeh Zulm Naya Kaisa Ai Gardish-e-Dauran Hai

Syed Ameer Hasan Abid

YouTube loads when you open Listen.

Yeh Zulm Naya Kaisa Ai Gardish-e-Dauran Hai

Syed Ameer Hasan Abid

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Yeh zulm naya kaisa ai gardish e dauran hai
Hai khushk gala Shah ka aur khanjar e kurran hai
Yeh zulm naya kaisa ai gardish e dauran hai

Ada se kaha Shah ne Asghar ki khata kya hai
Paani ise do thoda yeh pyaas se bejaan hai
Yeh zulm naya kaisa ai gardish e dauran hai

Khaime mein jo Shah aaye rukhsat ko jo farmaiya
Jaate hain Khudahafiz, Allah nigebaan hai
Yeh zulm naya kaisa ai gardish e dauran hai

Aabid ne kaha Baba, Kya hukm mujhe ab hai
Farmaya aseeri hai, Aur Shaam ka zindaan hai
Yeh zulm naya kaisa ai gardish e dauran hai

Zainab ne kaha ro kar, kis tarah kadam utthe
Darbar hai hakim ka, aur sar Mera uriyan hai
Yeh zulm naya kaisa ai gardish e dauran hai

Pamaal ho sab aada rann mein Sar e Shah ke
Laashe par is hi bais ab gardish e asba hai
Yeh zulm naya kaisa ai gardish e dauran hai

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Personalities
Imam Hussain, Sayyida Zainab
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.