Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Bhaiya Abbas

Ali Shanawar

2025Urdu
2025UrduImam Zainul AbidinMuharram
Bhaiya Abbas is a 2025 Urdu noha recited by Ali Shanawar, with poetry by Nadeem Sarwar, Jawad Jaffri and Ali Shanawar. Released as part of the album Zamana Tumhara Ya Hussain, this emotional lament portrays Bibi Zainab (SA) calling upon her brother Hazrat Abbas (AS) during the captivity of the Ahlulbayt following the tragedy of Karbala. Through her cries of "Bhaiya Bhaiya Abbas", the verses describe her journey without a veil, the humiliating spectacle of the marketplace, Imam Zainul Abidin's suffering and the imprisonment of young Bibi Sakina. The noha expresses Zainab's grief, helplessness and longing for the protection of her martyred brother.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2025
Personalities
Imam Zainul Abidin
Occasion
Muharram
Original
Urdu
Album
Zamana Tumhara Ya Hussain

Lyrics

Bhaiya Abbas Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Bhaiya Abbas

Bhaiya Abbas

Ali Shanawar

YouTube loads when you open Listen.

Bhaiya Abbas

Ali Shanawar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Abbas, Abbas, Abbas, mere bhaiya

Bazaar mein Zainab hai
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Mere bhai bata doon, kisko sada
Ab tere siwa Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Na sar pe tera saaya, na sar pe rida Ghazi
Majma hai tamashayi, aati hai haya Ghazi
Aa Ghazi aa, mere bhai aa, deti hoon sada Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Bazaar mein Zainab hai
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Ghazi, mere Baba ki jis shehar mein thi shahi
Us shehar mein qaidi hai, us shehar ki shehzadi
Tere baad mera kya haal hua, aa dekh zara Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Mere bhai bata doon, kisko sada
Ab tere siwa Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Abbas, Abbas, Abbas, mere bhaiya

Main tere sahare par pardes chali aayi
Kuchh bhi na raha mera, jab tu na raha bhai
Bin tere safar aur be-chadar, dil toot gaya Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Bazaar mein Zainab hai
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Sajjad na bhoolega, yoon Shaam shehar aana
Bazaar nibha aayi, darbaar hai ab jaana
Waada ho wafa, bhai se mera, karna ye dua Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Mere bhai bata doon, kisko sada
Ab tere siwa Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Kehna mere bhaiya se, sharminda ye behna hai
Saunpa tha jise mujhko, zakhmi woh Sakina hai
Masooma ko, mazlooma ko, zindaan mila Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Bazaar mein Zainab hai
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Mere bhai bata doon, kisko sada
Ab tere siwa Abbas
Bhaiya, bhaiya Abbas ×2

Abbas, Abbas, Abbas, mere bhaiya

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2025
Personalities
Imam Zainul Abidin
Occasion
Muharram
Original language
Urdu
Album
Zamana Tumhara Ya Hussain

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.