Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Chadarein Maangi To Har Shahr Se Aaye Patthar

Mir Hasan Mir

2015Urdu
2015UrduSayyida ZainabMuharram
Chadarein Maangi To Har Shahr Se Aaye Patthar is a noha recited by Mir Hasan Mir. It mourns Sayyida Zainab and the captivity of the Ahlulbayt, using the image of stones thrown during their journey through hostile markets.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2015
Occasion
Muharram
Original
Urdu
Album
Ali un Wali Ullah (a.s) — Volume 2015

Lyrics

Chadarein Maangi To Har Shahr Se Aaye Patthar Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Chadarein Maangi To Har Shahr Se Aaye Patthar

Chadarein Maangi To Har Shahr Se Aaye Patthar

Mir Hasan Mir

YouTube loads when you open Listen.

Chadarein Maangi To Har Shahr Se Aaye Patthar

Mir Hasan Mir

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Haaye Zainab, haaye baazaar ×4
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3
Bint-e-Zahra ne kaha, par nahin khaaye patthar ×2
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3

Sar jhukaaye hue roti hai Ali ki beti ×2
Aur laeen hanste hain haathon mein uthaaye patthar
Bint-e-Zahra ne kaha, par nahin khaaye patthar
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3

Kya kareemi hai ke baazaar mein chalte chalte ×2
Khoon-e-Sajjad ne yaqoot banaaye patthar
Bint-e-Zahra ne kaha, par nahin khaaye patthar
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3

Haath to tere pas-e-pusht bandhe the Zainab ×2
Kaise phir bhai ki laash se hataaye patthar
Bint-e-Zahra ne kaha, par nahin khaaye patthar
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3

Yeh to insaaf nahin, jis ne bachaaya Islam ×2
Uski beti bhare baazaar mein khaaye patthar ×2
Bint-e-Zahra ne kaha, par nahin khaaye patthar
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3

Taane de de ke kiya zakhmi dil-e-Zainab ko ×2
Kuchh Musalmaanon ke jab haath na aaye patthar
Bint-e-Zahra ne kaha, par nahin khaaye patthar
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3

Tera bhai na raha Bint-e-Ali, haaye ghazab ×2
Warna mumkin tha koi tujh pe uthaaye patthar
Bint-e-Zahra ne kaha, par nahin khaaye patthar
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3

Khoon tapka tha sar-e-Shah se, us par Sajjad ×2
Khoon phir kaise Halab mein na bahaaye patthar
Bint-e-Zahra ne kaha, par nahin khaaye patthar
Chadarein maangi to har shahr se aaye patthar ×3

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2015
Personalities
Sayyida Zainab, Imam Hussain, Imam Zainul Abidin, Imam Ali
Occasion
Muharram
Themes
Captivity of Ahlulbayt, Chadar of Zainab, Kufa and Shaam
Original language
Urdu
Album
Ali un Wali Ullah (a.s) — Volume 2015

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.