Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Fakhr-e-Maryam Be-Rida Hai

Hassan Sadiq

2017Urdu
2017UrduSayyida ZainabMuharram
Fakhr-e-Maryam Be-Rida Hai is a 2017 Urdu noha recited by Hassan Sadiq and Raza Hassan, with poetry by Syed Ramish Ul Hassan Rizvi. It mourns Sayyida Zainab’s journey through the marketplace of Shaam and the suffering of Karbala’s captives. Read Roman Urdu lyrics, Urdu script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide

Lyrics

Fakhr-e-Maryam Be-Rida Hai Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Fakhr-e-Maryam Be-Rida Hai

Fakhr-e-Maryam Be-Rida Hai

Hassan Sadiq · Raza Hassan

YouTube loads when you open Listen.

Fakhr-e-Maryam Be-Rida Hai

Hassan Sadiq · Raza Hassan

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Zainab kuja... bazaar kuja...(3)
Fakhr e mariyam be rida hai sham ka bazar hai
Saj raha darbar hai....
Sham ka bazar hai
Bheedh hai bazariyo ki..(2)
Saj raha darbar hai....
Sham ka bazar hai

Fakhr e mariyam be rida hai sham ka bazar hai

Kaise guzregi Ali ki betiyan bazar se ..2
Sang bari horahi hai rasta dushwar hai
Bheed hai bazariyo ki..(2) saj raha darbar hai
Sham ka bazar hai

Fakhr e mariyam be rida hai sham ka bazar hai

Bas na chalta tha magar abid se wo kehti rahi ..2
Maarta hai kyu tamache mujhko ye badkaar hai ...

Bheed hai bazariyo ki ..2
Saj raha darbar hai....
Sham ka bazar hai ...

Fakhr e mariyam be rida hai sham ka bazar hai

Maa siwa Sajjad ke mere bacha koi nahi..(2)
Yu na maro zalimo bimar hai lachar hai....

Bheed hai bazariyo ki ..2
Saj raha darbar hai....
Sham ka bazar hai ...

Fakhr e mariyam be rida hai sham ka bazar hai

Mas'ala ye hai ke tumne usko pehchana nahi..(2)
Jisko baaghi keh rahe ho khuld ka sardaar hai

Bheed hai bazariyo ki ..2
Saj raha darbar hai....
Sham ka bazar hai ...

Fakhr e mariyam be rida hai sham ka bazar hai

Rubaru baba ke apne jo na boli thi ameer..(2)
Teen din deti rahi bazaar me nirwaar hai

Bheed hai bazariyo ki ..2
Saj raha darbar hai....
Sham ka bazar hai ...

Fakhr e mariyam be rida hai sham ka bazar hai
Sajraha darbar hai sham ka bazar hai

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2017
Personalities
Sayyida Zainab, Imam Ali, Imam Zainul Abidin, Imam Hussain
Occasion
Muharram
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.