Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Ghazi Abbas Sa Duniya Mein Alamdar Nahi

Hassan Sadiq

2010Urdu
2010UrduHazrat AbbasMuharram
Ghazi Abbas Sa Duniya Mein Alamdar Nahi is a 2010 Urdu noha recited by Hassan Sadiq, with poetry by Irfan Akbarabadi. It remembers Hazrat Abbas’s courage and loyalty at Karbala and the grief of Imam Hussain’s family. Read Roman Urdu lyrics, Urdu script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2010
Occasion
Muharram
Original
Urdu

Lyrics

Ghazi Abbas Sa Duniya Mein Alamdar Nahi Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Ghazi Abbas Sa Duniya Mein Alamdar Nahi

Ghazi Abbas Sa Duniya Mein Alamdar Nahi

Hassan Sadiq

YouTube loads when you open Listen.

Ghazi Abbas Sa Duniya Mein Alamdar Nahi

Hassan Sadiq

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Ghazi Abbas Maula Abbas..(4)

Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(4)
Jis tarah misle koi Haider-e-qarrar nahi
Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)

Haibat-e-shere ilaahi hai jalaale Abbas
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Haibat-e-shere ilaahi hai jalaale Abbas
Laal Haider ka hai ye logo ghair-e-farrar nahi
Jis tarah misle koi Haider-e-qarrar nahi
Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)

Karke qabza yu nahar pe yehi bole Abbas
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Karke qabza yu nahar pe yehi bole Abbas
Boond paani ki bhi logo hame darkaar nahi
Jis tarah misle koi Haider-e-qarrar nahi
Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)

Khanjar-o-teer-o-tabar me hain jo tanha sarwar
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Khanjar-o-teer-o-tabar me hain jo tanha sarwar
Haye afsos ke ab fauj ka salaar nahi
Jis tarah misle koi Haider-e-qarrar nahi
Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)

Laasha akbar ka uthate hai shahe karbobala
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Laasha akbar ka uthate hai shahe karbobala
Koi pardes me ab munis-o-ghamkhwar nahi
Jis tarah misle koi Haider-e-qarrar nahi
Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)

Jalte khaimo se pukarien ye janabe Zainab
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Jalte khaimo se pukarien ye janabe Zainab
Paas mere haye ab koi madadgaar nahi
Jis tarah misle koi Haider-e-qarrar nahi
Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)

Karke qabza yu nahar pe yahi bole Abbas
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Karke qabza yu nahar pe yahi bole Abbas
Boond paani ki bhi logo hame darkaar nahi
Jis tarah misle koi Haider-e-qarrar nahi
Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)

Yaade Abbas me rotien hai Sakina irfaa
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Yaade Abbas me rotien hai Sakina irfaa
Aj masooma ko zindaan me qaraar nahi
Jis tarah misle koi Haider-e-qarrar nahi
Ghaazi Abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2010
Personalities
Hazrat Abbas, Imam Ali, Imam Hussain, Ali Akbar, Sayyida Zainab, Bibi Sakina
Occasion
Muharram
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.