Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Qaid Zindaan Mein Choti Si Ek Hai Qaidan

Hassan Sadiq

2014Urdu
2014UrduBibi SakinaMuharram
Qaid Zindaan Mein Choti Si Ek Hai Qaidan is a 2014 Urdu noha recited by Hassan Sadiq, written by Haider Khursheed. It portrays Bibi Sakina’s loneliness and captivity in Shaam after Karbala. Read Roman Urdu lyrics, Urdu script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2014
Occasion
Muharram
Original
Urdu

Lyrics

Qaid Zindaan Mein Choti Si Ek Hai Qaidan Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Qaid Zindaan Mein Choti Si Ek Hai Qaidan

Qaid Zindaan Mein Choti Si Ek Hai Qaidan

Hassan Sadiq

YouTube loads when you open Listen.

Qaid Zindaan Mein Choti Si Ek Hai Qaidan

Hassan Sadiq

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Haye Sakina haye Shaam....x4
Haye Shaam.....x2
(Qaid zindaan me choti si ek hai qaidan ek hain qaidan)x2

(Jane kab hoke riha)x2
Jayegi woh apne watan
Ek hai qaidan
(Qaid zindaan me......)x2

Dur baba se hui bhaiyya se bhi dur hui
Siskiyaan le na sake kitni woh majboor hui
(Khoon kanon se rawa)x2
Hathon me hain uske rasan
Ek hai qaidan
(Qaid zindaan me.....)x2

Jab se bhichdi hai woh baba se kaha soti hain
Yaad zindaan me baba ko karke roti hai
(Ab use sone bhala)x2
Deti hain pathron ki chubhan
Ek hai qaidan
(Qaid zindaan me......)x2

Puchti rehti hai Sajjad se kab jaugi ghar
Karna ehsaan yeh mujh par bhai mar jau agar
Jahan Asghar hai waha ).....x2
Karna mujhe bhai dafan
Ek hai qaidan
(Qaid zindaan me.......)x2

Jab woh zindaan ki deewaron se takrati hai
Sirf zanjeeron ke rone ki sada ati hai
(Roye zindaan use)x2
Roye use gharkhe kuhan
Ek hai qaidan
(Qaid zindaan me....)x2

Chaya zindaan me hai gor andhera haye
Aur zindan ke andheron me woh dar dar jaye
(Haye Khursheed ki na)x2
Aye na dar usko kiran
Ek hai qaidan
(Qaid zindaan me.......)x2

(Jane kab hoke riha)x2
Jayegi woh apne watan
Ek hai qaidan
(Qaid zindaan me......)x2

Haye Sakina haye Shaam.....x4
Haye Shaam.....x2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2014
Personalities
Bibi Sakina, Imam Hussain, Imam Zainul Abidin, Ali Asghar
Occasion
Muharram
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.