Noha
Faras Ki Zeen Se Beshak Utar Gaye Hain Hussain
Mir Hasan Mir
Faras Ki Zeen Se Beshak Utar Gaye Hain Hussain is a an Urdu noha recited by Mir Hasan Mir, listed with his 2013 recitations. It reflects on martyrdom of imam hussain. Read the Roman lyrics, Urdu script and English meaning, with the original refrain sequence preserved.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Lyrics
Faras Ki Zeen Se Beshak Utar Gaye Hain Hussain Lyrics
Faras ki zeen se beshak utar gaye hain Hussain ×2 Zameen dhoondh rahi hai kidhar gaye hain Hussain Faras ki zeen se beshak utar gaye hain Hussain Karega Shimr ka khanjar to sirf sar ko juda ×2 Wagarna laash-e-Akbar pe mar gaye hain Hussain Faras ki zeen se beshak utar gaye hain Hussain Sar-e-bureeda, kate hont, khoon chehre par ×2 Ajeeb haal mein Sheeri ke ghar aaye hain Hussain Faras ki zeen se beshak utar gaye hain Hussain Main milne Shaam ke zindaan mein aaunga tujh se ×2 Yeh baat aakhri beti se kar gaye hain Hussain Faras ki zeen se beshak utar gaye hain Hussain Kahin hai Qasim-o-Abbas aur kahin Akbar ×2 Kahaan kahaan tere tukre pare hue hain Hussain Faras ki zeen se beshak utar gaye hain Hussain Qaza ke baad bhi bhai behen ke saath raha Jidhar jidhar gayi Zainab, udhar gaye hain Hussain Faras ki zeen se beshak utar gaye hain Hussain Kisi ne maara hai patthar behen ko kya, Akbar? ×2 Ke karte karte tilaawat thehar gaye hain Hussain Faras ki zeen se beshak utar gaye hain Hussain
فرس کی زین سے بے شک اتر گئے ہیں حسین ×۲ زمین ڈھونڈ رہی ہے کدھر گئے ہیں حسین فرس کی زین سے بے شک اتر گئے ہیں حسین کرے گا شمر کا خنجر تو صرف سر کو جدا ×۲ وگرنہ لاشِ اکبر پہ مر گئے ہیں حسین فرس کی زین سے بے شک اتر گئے ہیں حسین سرِ بریدہ، کٹے ہونٹ، خون چہرے پر ×۲ عجیب حال میں شیری کے گھر آئے ہیں حسین فرس کی زین سے بے شک اتر گئے ہیں حسین میں ملنے شام کے زنداں میں آؤں گا تجھ سے ×۲ یہ بات آخری بیٹی سے کر گئے ہیں حسین فرس کی زین سے بے شک اتر گئے ہیں حسین کہیں ہیں قاسم و عباس اور کہیں اکبر ×۲ کہاں کہاں تیرے ٹکڑے پڑے ہوئے ہیں حسین فرس کی زین سے بے شک اتر گئے ہیں حسین قضا کے بعد بھی بھائی بہن کے ساتھ رہا جدھر جدھر گئی زینب، ادھر گئے ہیں حسین فرس کی زین سے بے شک اتر گئے ہیں حسین کسی نے مارا ہے پتھر بہن کو کیا، اکبر؟ ×۲ کہ کرتے کرتے تلاوت ٹھہر گئے ہیں حسین فرس کی زین سے بے شک اتر گئے ہیں حسین
Hussain has indeed descended from his horse's saddle. ×2 The earth searches for where Hussain has gone. Hussain has indeed descended from his horse's saddle. Shimr's dagger will only sever his head. ×2 In truth, Hussain already died with grief over Akbar's body. Hussain has descended from his horse's saddle. A severed head, wounded lips, blood upon his face. ×2 Hussain has arrived at Sheeri's home in a terrible state. Hussain has descended from his horse's saddle. I will come to meet you in the prison of Shaam. ×2 This was the final promise Hussain made to his daughter. Hussain has descended from his horse's saddle. Qasim and Abbas lie here, Akbar elsewhere. ×2 O Hussain, how many places hold the scattered pieces of your heart? Hussain has descended from his horse's saddle. Even after death, the brother remained beside his sister. Wherever Zainab went, Hussain went with her. Hussain has descended from his horse's saddle. Akbar, has someone struck my sister with a stone? ×2 Hussain has stopped in the midst of recitation. Hussain has descended from his horse's saddle.
Details
Lyrics Details
- Category
- Noha
- Reciter
- Mir Hasan Mir
- Year
- 2013
- Personalities
- Imam Hussain, Sayyida Zainab, Ali Akbar, Bibi Sakina
- Occasion
- Muharram
- Themes
- Martyrdom of Imam Hussain
- Languages
- Roman Urdu, Urdu, English
- Original language
- Urdu
- Album
- Ya Aba Abdullah (a.s) — Volume 2013
