Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Khwaab-e-Ibrahim Ki Tabeer Di Shabbir Ne

Hassan Sadiq

2008Urdu
2008UrduImam HussainMuharram
Khwaab-e-Ibrahim Ki Tabeer Di Shabbir Ne is a 2008 Urdu noha recited by Hassan Sadiq, written by Irfan Akbarabadi. It connects the sacrifice of Prophet Ibrahim with Imam Hussain's sacrifice at Karbala and the steadfastness of Sayyida Zainab. Read Roman Urdu, Urdu and English lyrics.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2008
Occasion
Muharram
Original
Urdu
Album
Matam Karo Shabbir Ka

Lyrics

Khwaab-e-Ibrahim Ki Tabeer Di Shabbir Ne Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Khwaab-e-Ibrahim Ki Tabeer Di Shabbir Ne

Khwaab-e-Ibrahim Ki Tabeer Di Shabbir Ne

Hassan Sadiq

YouTube loads when you open Listen.

Khwaab-e-Ibrahim Ki Tabeer Di Shabbir Ne

Hassan Sadiq

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Haye Hussaina (×4)
Khwaab-e-Ibrahim ki tabeer di Shabbir ne (×2)
Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Khwaab-e-Ibrahim ki tabeer di Shabbir ne

Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Aankhon se patti hata kar dekh lijiye Ya Khalil (×2)
Seena-e-Akbar se barchhi kheench li Shabbir ne (×2)
Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Khwaab-e-Ibrahim ki tabeer di Shabbir ne

Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Kis tarah bhulegi madar, haye, woh atharah saal (×2)
Hasratein poori na karne di jise taqdeer ne (×2)
Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Khwaab-e-Ibrahim ki tabeer di Shabbir ne

Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Haye woh Shaam-e-Ghareeban baad qatl-e-Shah-e-Deen (×2)
Raat bhar pehre diye the Zainab-e-Dilgeer ne (×2)
Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Khwaab-e-Ibrahim ki tabeer di Shabbir ne

Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Deen ko Irfan zinda is tarah Sheh ne kiya (×2)
Ghar lutaya, sar kataya Ibn-e-Khaibar-Geer ne (×2)
Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)
Khwaab-e-Ibrahim ki tabeer di Shabbir ne

Ibtida bhai ne ki aur inteha hamsheer ne (×2)

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2008
Personalities
Imam Hussain, Sayyida Zainab, Ali Akbar, Imam Ali
Occasion
Muharram
Original language
Urdu
Album
Matam Karo Shabbir Ka

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.