Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Haye Qasim

Mir Hasan Mir

2018Urdu
2018UrduImam HussainMuharram
Haye Qasim, also known as Pamaal Laasha Dekh Ke Kehti Hain Bibiyan, is a 2018 Urdu Noha recited by Mir Hasan Mir, with poetry by Mir Takallum Mir. Part of the Habib Aa Jao Muharram 1440H collection, this lament remembers the martyrdom of Hazrat Qasim ibn Hasan at Karbala. Its verses describe the injuries to the young martyr's body, the grief of Imam Hussain and the sorrow of the women of the Ahlulbayt, especially Qasim's mother.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2018
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu
Album
Habib Aa Jao - Muharram 1440H

Lyrics

Haye Qasim Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Haye Qasim

Haye Qasim

Mir Hasan Mir

YouTube loads when you open Listen.

Haye Qasim

Mir Hasan Mir

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Haye Qasim, Haye Qasim
Haye Qasim ×2

Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×4
Zahra ki tarah tooti hain Qasim ki pasliyan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Tukde pukaare dasht mein Labbaik Ya Hussain ×2
Aa kar kaha jo Maula ne Qasim ho tum kahan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Pamaal jeete ji jo hua hai use salaam ×2
Ro kar lahu yeh kehte hain khud Sahib-uz-Zamaan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Aajao mere bhai talak, bole yeh Hasan ×2
Qasim na lo Hussain ki ghurbat ka imtehaan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Yeh keh ke kuch nishaanon ko Sheh choomne lage ×2
Abbas dekho ragdi hain Qasim ne ediyan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Tukde uthaane laash ke Sarwar ke saath saath ×2
Zahra gayi hain dasht mein jaane kahan kahan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Pamaal ho na laash chacha ki yeh soch kar ×2
Lipta hua sumon se hai Farwa ka naujawaan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Maadar karegi kis tarah deedaar aakhri ×2
Haye sumon ke chaand se chehre pe hain nishaan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Lagta hai mujhko Mir Takallum khayaam se ×2
Ab bhi sunaayi deti hain Farwa ki hichkiyan
Pamaal laasha dekh ke kehti hain bibiyan ×2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2018
Personalities
Imam Hussain, Imam Hasan, Imam Mahdi
Occasion
Muharram, Ashura
Original language
Urdu
Album
Habib Aa Jao - Muharram 1440H

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.