Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Zahra Ki Betiyon Ki Ridayen Utar Gayi

Mir Hasan Mir

2013Urdu
2013UrduSayyida ZainabMuharram
Zahra Ki Betiyon Ki Ridayen Utar Gayi is a an Urdu noha recited by Mir Hasan Mir, listed with his 2013 recitations. It reflects on captivity and loss of veils. Read the Roman lyrics, Urdu script and English meaning, with the original refrain sequence preserved.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2013
Occasion
Muharram
Original
Urdu
Album
Ya Aba Abdullah (a.s) — Volume 2013

Lyrics

Zahra Ki Betiyon Ki Ridayen Utar Gayi Lyrics

WA

Al-amaan ×4, al-amaan ×4
Wa hijaaba
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×3
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×2
Sajjad ko zaeef sadaayein yeh kar gayi
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×2

Laashon ko rassiyon mein jakar kar liye phiroon ×2
Sayyidaaniyaan to ghar se nikalte hi mar gayi
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×2

Jaati thi jo kabhi kabhi Zahra ki qabr par ×2
Jaane Khuda hujoom se kaise guzar gayi
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×2

Zulm-o-sitam ki tez hawaayein thi jab chali ×2
Sab gulshan-e-Batool ki kaliyaan bikhar gayi
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×2

Godon se raah-e-Shaam mein gir gir ke mar gaye ×2
Bachchon ke laashe dekh ke maaen bhi mar gayi
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×2

Ramla yeh poochhti thi Sakina se qaid mein ×2
Zakhmi hain kaan, baaliyaan Bibi kidhar gayi
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×2

Bazaar le ke jaao na be-parda zaalimon ×2
Mar jaayengi Hussain ki behnein agar gayi
Zahra ki betiyon ki ridaayein utar gayi ×2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2013
Personalities
Sayyida Zainab, Bibi Sakina, Imam Zainul Abidin, Sayyida Fatima Zahra
Occasion
Muharram
Themes
Captivity and loss of veils
Original language
Urdu
Album
Ya Aba Abdullah (a.s) — Volume 2013

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.