Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Abbas E Naujawanam

Irfan Haider

2014Urdu
2014UrduImam HussainMuharram
Abbas E Naujawanam is a moving noha recited by Irfan Haider, remembering the martyrdom of Hazrat Abbas Alamdar (AS) at the River Euphrates. Through the grief-filled words of Imam Hussain (AS), the lament expresses the pain of losing his faithful brother, the suffering of thirsty Bibi Sakina (SA), the grief of Bibi Zainab (SA) and the loss of the standard-bearer of Karbala. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2014
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, 8 Muharram, Ashura
Original
Urdu
Album
Aie Gul E Narjis Biya Biy, Vol. 22

Lyrics

Abbas E Naujawanam Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Abbas E Naujawanam

Abbas E Naujawanam

Irfan Haider

YouTube loads when you open Listen.

Abbas E Naujawanam

Irfan Haider

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Haaye...

Jab Hue Baazu-e-Abbas Qalam, Darya Par
Gir Ke Thanda Hua Hazrat Ka Alam, Darya Par
Gharq-e-Khoon Ho Gaya Woh Bahr-e-Karam, Darya Par
Girte Hi Ghode Se Aaqa Ko Pukara Ro Kar
Shah Khaime Se Chale, Tha Yahi Noha Lab Par

Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar
Sada-e-Qud-o-Kanam
Baradar, Baradar

Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Sada-e-Teri Sun Kar Chala Hai Dil Pe Khanjar
Abbas-e-Naujawanam
Madad Ko Aao Aaqa, Sitam Hua Hai Mujh Par (×2)
Labon Pe Aa Gaya Dam (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Sakina Dar Pe Baithi Bula Rahi Hai Tujhko
Abbas-e-Naujawanam
Tujhe Khabar Hai Ghazi, Na Jeene Dega Usko (×2)
Tere Bichhadne Ka Gham (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Tadap Rahi Hain Behnein, Ghashi Hui Hai Taari
Abbas-e-Naujawanam
Ujad Gayi Abhi Se Wahan Ali Ki Beti (×2)
Meri Kamar Hui Kham (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Ajeeb Hai Yeh Ghurbat, Tadap Rahe Hain Dono
Abbas-e-Naujawanam
Yeh Gham Mila Qayamat, Tadap Rahe Hain Dono (×2)
Wahan Tum Aur Yahan Hum (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Utha Ke Khali Kooze Yeh Tishna-Lab Pukare
Abbas-e-Naujawanam
Jo Tu Nahi Hai Ghazi, Kise Dil Ab Pukare (×2)
Lahu Lahu Hai Alam (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Na Jee Sakunga Main Bhi Tere Bina Alamdar
Abbas-e-Naujawanam
Jo Tera Ghar Se Jana Rulayega Alamdar (×2)
Bapa Karunga Matam (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Qareeb-e-Bawafa Jab Pahunch Gaye Shah-e-Deen
Abbas-e-Naujawanam
Jabeen Se Khoon Hata Kar Yeh Kehte The Shah-e-Deen (×2)
Kaho Hamein Lab-e-Dam (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Sada Yeh Sheh Ki Sun Kar Tadap Gaya Alamdar
Abbas-e-Naujawanam
Mujhe Hai Yeh Khijalat, Haram Hai Sab Azadar (×2)
Kaha Junhi Gaya Dam (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Tu Irfan-e-Wafa Hai, Main Mazhar-e-Masaib
Abbas-e-Naujawanam
Main Uska Hoon Jo Tere Bayan Kare Masaib (×2)
Yeh Martaba Bhi Hai Kam (×2)
Baradar, Baradar (×2)
Abbas-e-Naujawanam (×2), Baradar, Baradar

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2014
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, 8 Muharram, Ashura
Original language
Urdu
Album
Aie Gul E Narjis Biya Biy, Vol. 22

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.