Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Manqabat

Abu Talib Ka Gharana

Nadeem Sarwar

2009Urdu
2009UrduImam Ali
Abu Talib Ka Gharana is a 2009 Urdu and Punjabi Manqabat recited by Nadeem Sarwar, with poetry credited to Jawad Jaffri and Nadeem Sarwar. From Watou Izzo Mantasha, it praises the household of Hazrat Abu Talib (AS), highlighting its devotion to Islam, spiritual greatness, courage, generosity and service to the religion of Allah.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Manqabat
Year
2009
Personalities
Imam Ali
Original
Urdu
Album
Watou Izzo Mantasha

Lyrics

Abu Talib Ka Gharana Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Abu Talib Ka Gharana

Abu Talib Ka Gharana

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Abu Talib Ka Gharana

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Ali Ali Maula, Ali Ali Maula

Quran padhaaya hai, imaan bataaya hai
Imran ke gharaane ne Islam bachaaya hai

Bada mehboob gharaana, Abu Talib ka gharaana
Ghulam inka hai zamaana, Abu Talib ka gharaana

Kiya har kaam usi ki raza mein raazi reh kar
Khuda ke deen ki khaatir hazaaron sadme seh kar
Kare har dam shukraana, Abu Talib ka gharaana

Risaalat ho ke Imaamat, Wilayat ho ke Tahaarat
Shafaa'at ho ke Sadaaqat, Sakhaawat ho ke Shujaa'at
Har ek azmat ka thikaana, Abu Talib ka gharaana

Kabhi mimbar pe padh ke, kabhi maidaan mein lad ke
Kabhi neze pe chadh ke, kabhi khutbe padh padh ke
Sikhaave deen bachaana, Abu Talib ka gharaana

Diye Raahib ko bete, kiya Bezar ko Buzar
Diye hain Fitrus ko par, jagaaya Hurr ka muqaddar
Yeh hai sakhiyon ka gharaana, Abu Talib ka gharaana

Pukaara jab mushkil ne inhon ne ki laajpaali
Sabhi mangton ki pal mein bhari hai jholi khaali
Jhuka jis dar pe zamaana, Abu Talib ka gharaana

Details

Lyrics Details

Category
Manqabat
Year
2009
Personalities
Imam Ali
Original language
Urdu
Album
Watou Izzo Mantasha

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.