Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Akbar Ki Naujawani Asghar Ki Bezubani

Sachey Bhai

Urdu
UrduAli AkbarMuharram
Akbar Ki Naujawani Asghar Ki Bezubani is an Urdu noha reflecting on the sacrifice of Ali Akbar and infant Ali Asghar. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu

Lyrics

Akbar Ki Naujawani Asghar Ki Bezubani Lyrics

WA

Akbar Ki Naujawani Asghar Ki Bezubani
Ek Gham Ki Daastan Hai Ek Dard Ki Kahani

Pabandiya Hazaro Aayad Kare Zamana
Roke Na Ruk Sakegi Ashkon Ki Ye Rawani

Bekar Koshishein Hain Matam Ko Roknay Ki
Matam Sada Rahega Ye Gham Hai Javedaani

Har Waqaya Hai Jiska Dooba Hua Lahoo May
Dunya Bhula Sakegi Kis Tarha Woh Kahani

Lekar Chalay Hain Sarwar Asghar Ko Ran Ki Jaanib
Shayad Pilaaday Koyi Doh Ghoont Isko Pani

Dam Tortay Hain Akbar Ran May Tarap Tarap Kar
Parwaan Charh Rahi Hai Islam Ki Jawani

Bolay Hussain Ya Rab Jaata Hai Ab Woh Marnay
Husn O Shabab May Jo Ahmed Ki Hai Nishani

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Personalities
Ali Akbar, Ali Asghar, Imam Hussain, Prophet Muhammad
Occasion
Muharram, Ashura
Themes
AZH Bayaz devotional poetry
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.