Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Bain Tha Sakina Ka Shaam Hone Wali Hai

Sachey Bhai

Urdu
UrduBibi SakinaMuharram
Bain Tha Sakina Ka Shaam Hone Wali Hai is an Urdu Kalam. Sakina’s lament as evening approaches after the tragedy of Karbala. Read the Roman Urdu, Urdu-script text and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Occasion
Muharram, Shaam-e-Ghareeban
Original
Urdu

Lyrics

Bain Tha Sakina Ka Shaam Hone Wali Hai Lyrics

WA

Bain Tha Sakina Ka Sham Honay Wali Hai
Tum Kab Aogay Baba Sham Hone Wali Hai

Khushk Hai Dehen Mera Teen Din Se Pyasi Hoo
Kaun Pani Layega Sham Hone Wali Hai

Neend Kaise Aayegi Aur Kiske Seene Par
Jald Aaiye Baba Sham Hone Wali Hai

Asr Ke Ujaley Main Ghar Luta Ke Baithi Hoo
Phir Na Lootlayn Aada Sham Hone Wali Hai

Aao Mustafa Aao Aao Murtaza Aao
Aao Fatima Zehra Sham Hone Wali Hai

Bhai Aur Chacha Sab Hi Saath May Tumhare Hai
Koi Bhi Nahi Aata Sham Hone Wali Hai

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Personalities
Bibi Sakina, Imam Hussain, Hazrat Abbas, Prophet Muhammad, Imam Ali, Sayyida Fatima Zahra
Occasion
Muharram, Shaam-e-Ghareeban
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.