Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Hassan Imam-e-Hassan

Nadeem Sarwar

2025Urdu
2025Urdu
Hassan Imam-e-Hassan is a 2025 Noha recited by Nadeem Sarwar from his 46th album. This emotional kalaam honors Imam Hassan (AS), the beloved son of Imam Ali (AS) and Bibi Fatima Zahra (SA), highlighting his status, generosity, patience, poisoning, and the grief of Imam Hussain (AS) at his funeral. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu lyrics, and English translation of Hassan Imam-e-Hassan on AzadariVerse.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2025
Original
Urdu

Lyrics

Hassan Imam-e-Hassan Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Hassan Imam-e-Hassan

Hassan Imam-e-Hassan

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Hassan Imam-e-Hassan

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Imam Hassan ×4

Hassan Imam-e-Hassan ×2
Ya Ibnaz Zahra
Hassan Imam-e-Hassan ×2

Maula Hassan Sabz Qaba, Sayyadi Maula ×2
Panjatani Panjatani Panjatani Ya Hassani

Ya Hassan ×4

Gulshan-e-Zehra ka Hassan phool hai pehla ×2
Nana Muhammad ka nawasa hai ye pehla ×2
Maula Ali ko hai mila
Maula Ali ko hai mila laal ye pyara

Hassan Imam-e-Hassan ×2
Ya Ibnaz Zahra
Panjatani Panjatani Panjatani Ya Hassani
Ya Hassan ×3

Inki fazilat mein hai kaafi yahi kehna ×2
Kehte Imam inko hain Shabbir bhi apna ×2
Aisa bada bhai nahi
Aisa bada bhai nahi, hoga dobara

Hassan Imam-e-Hassan ×2
Ya Ibnaz Zahra
Maula Hassan Sabz Qaba ×2, Sayyadi Maula
Ya Hassan ×3

Aapki mehman nawazi ke hain charche ×2
Koi na bhooka hai gaya aapke dar se ×2
Aise sakhi Shah ko
Aise sakhi Shah ko, hai zehar se mara

Hassan Imam-e-Hassan ×2
Ya Ibnaz Zahra
Panjatani Panjatani Panjatani Ya Hassani
Ya Hassan ×3

Haaye, rote hain Abbas bhi Qasim ko sambhale ×2
Zainab o Kulsoom ke, Shabbir ke naale ×2
Tukde jigar leke chala
Tukde jigar leke chala, bhai humara

Hassan Imam-e-Hassan ×2
Ya Ibnaz Zahra
Maula Hassan Sabz Qaba ×2, Sayyadi Maula
Ya Hassan ×3

Haaye, uthta hai taboot mere Maula Hassan ka
Ya Hassan Ya Hassan Ya Hassan ×2
Haaye, uthta hai taboot mere Maula Hassan ka
Teeron se chalni hai janaza bhi Hassan ka
Kitne sitam sehta raha
Kitne sitam sehta raha, Maula humara

Hassan Imam-e-Hassan ×2
Panjatani Panjatani Panjatani Ya Hassani
Ya Hassan ×3

Haaye, bhai ka Shabbir ne taboot uthaya ×2
Haaye, kafan bhi nahi Shabbir ne paya ×2
Qalb-e-Hassan Sabz Qaba
Qalb-e-Hassan Sabz Qaba, para hai para

Hassan Imam-e-Hassan ×2
Maula Hassan Sabz Qaba ×2, Sayyadi Maula
Ya Hassan ×3

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2025
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.