Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Wawaila

Nadeem Sarwar

2024Urdu
2024Urdu
Wawaila is a 2024 Noha from Nadeem Sarwar’s 45th album / 1446 AH. Written by Nadeem Sarwar and Jawad Jaffri, this kalaam mourns the thirst and suffering of Aal-e-Rasool in Karbala, remembering Imam Hussain (AS), Bibi Sakina (SA), Hazrat Abbas (AS), Ali Akbar (AS), Qasim (AS), Ali Asghar (AS), and the tragedy of Ashura. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu lyrics, and English translation on AzadariVerse.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2024
Original
Urdu

Lyrics

Wawaila Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Wawaila

Wawaila

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Wawaila

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain ×2
Ya Ibnaz Zahra Wawaila ×4

Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila

Aal-e-Rasool
Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila

Allah ke pyare hain, Zahra ke taare hain ×2
Kyun ho rahi hai in par jor-o-jafa, Wawaila

Karbala mein pyase hain Aal-e-Rasool, Wawaila ×3

Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila

Karb-o-Bala hai, khooni fiza hai
Kunba Nabi ka khoon ro raha hai
Darya ko ghere Fauj-e-Jafa hai
Aur kab se pyasi Aal-e-Aba, Wawaila

Karbala mein pyase hain Aal-e-Rasool, Wawaila ×2
Allah ke pyare hain, Zahra ke taare hain
Kyun ho rahi hai in par jor-o-jafa, Wawaila

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain ×2

Kaisa samaa hai, dil ro raha hai
Kis ke liye ye maqtal saja hai
Woh jo Nabi ka Mah-e-Laqa hai
Us par hai jaari jor-o-jafa, Wawaila

Karbala mein pyase hain Aal-e-Rasool, Wawaila ×3

Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila

Ik din mein ujra ghar Fatima ka
Hai para para dil Mustafa ka
Aaghaaz hai ye Karb-o-Bala ka
Arz-o-Samaa mein matam bapa, Wawaila

Karbala mein pyase hain Aal-e-Rasool, Wawaila ×2
Allah ke pyare hain, Zahra ke taare hain
Kyun ho rahi hai in par jor-o-jafa, Wawaila

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain ×2

Pyasi Sakina mashkiza thaame
Lipti hui hai apne Chacha se
Masoom bachi noha-kuna hai
Pani le aao pyare Chacha, Wawaila

Karbala mein pyase hain Aal-e-Rasool, Wawaila ×3

Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila

Naam-e-Khuda par, Deen-e-Khuda par
Qurban hoga pyason ka lashkar
Aun-o-Muhammad, Abbas-o-Akbar
Qasim-o-Asghar honge fida, Wawaila

Karbala mein pyase hain Aal-e-Rasool, Wawaila ×2
Allah ke pyare hain, Zahra ke taare hain
Kyun ho rahi hai in par jor-o-jafa, Wawaila

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain ×2

Roz-e-Ashura Mahshar bapa tha ×2
Ik din mein sara ghar lut gaya tha
Mazloom pyasa tanha khada tha
Maqtal mein Zahra ki thi sada, Wawaila

Karbala mein pyase hain Aal-e-Rasool, Wawaila ×3

Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila
Wawaila, Wawaila Wawaila

Ya Ibnaz Zahra Wawaila ×4
Haye Shaheed-e-Karb-o-Bala, Ya Ibnaz Zahra Wawaila
Wawaila ×6
Ya Ali

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2024
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.