Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Ali Rehbar

Irfan Haider

2020Urdu and Persian
2020Urdu and PersianImam AliMuharram
Ali Rehbar is a 2020 Urdu and Persian devotional noha recited by Irfan Haider and written by Allama Syed Akhtar Abbas Zaidi Al-Arabi. It praises Imam Ali's spiritual leadership, the victory at Khaybar and his relationship with Prophet Muhammad, before recalling Bibi Zainab's grief during the tragedy of Karbala.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2020
Personalities
Imam Ali, Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu and Persian

Lyrics

Ali Rehbar Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Ali Rehbar

Ali Rehbar

Irfan Haider

YouTube loads when you open Listen.

Ali Rehbar

Irfan Haider

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Imam Hasan Farmate Hain:
In Badalon Ke Garajne Mein Mere Baba Ali Ka Lehja Hai

Ali Ya Ali Janam
Ali Ya Ali Rehbar (×2)

Haan Ali Ainullah Ali Wajhullah Ali Qiblam
Ali Ya Ali Janam
Ali Ya Ali Rehbar (×2)

Allah Ka Chehra Al-Hamd Ka Pehra
Rehmat Ka Sahara Man Kunto Maula
Ali Ya Ali Janam
Ali Ya Ali Rehbar (×2)

Eidim Eidim Wa Zikr-e-Shah-e-Buturab Kum
Aawaz Saz Gharb-e-Kum Khaybar Kitab Kum
Lanat Ba Ra Kitab Wa Sahib Kitab Kum

Haan...
Bole Yeh Bar-Sar-e-Mimbar Haider
Rehta Hai Jis Ke Lab Par Haider
Us Ki Bakhshish Ke Zamin Yaum-e-Awwal Ta Mahshar Haider

Man Be Ta Baste Hum Al Bamra Jan-e-Man Haider
Thaa-e-Quran-e-Man Umeedam Shaan-e-Man
Farmude In Khuda Yoyi Burhan-e-Man
Nooram Maula-e-Man Tu Rooham
Maula-e-Man Tu Fuztu Be Haider
Haider Haider Haider (×2)

Tera Aashiq Hoon Main Qadmon Mein Rehne De
Haider Haider Haider Haider
Apni Wilayat Ki Maujon Mein Behne De
Keh De Zamana Gar Kafir To Kehne De
Rustam Maula-e-Man Tu Rujdam Maula-e-Man Tu Main Tera Naukar
Haider Haider Haider Haider

Har Soo Faza Mein Bas Tera Hi Jalwa Hai
Haider Haider Haider Haider
Tera Chehra Hi To Allah Ka Chehra Hai
Kun Se Pehle Bhi Tu Maula Tha Maula Hai
Aaqa Maula-e-Man Tu Qibla Maula-e-Man Tu Allah-o-Akbar
Haider Haider Haider Haider

Qala Rasulullah:
Lahmi Lahmuka Haider
Jismi Jismuka Haider
Roohi Roohuka Haider
Qalbi Qalbuka Haider

Haider Haider Haider Haider

Hai Tu Hi Wajhullah Ainullah Nafsullah
Haider Haider Haider Haider
Subhatullah Bhi Tu Aur Tu Hi Janbullah
Karramallahu Wajhaka Ya Haider Roohullah
Wirdam Maula-e-Man Tu Har Dam Maula-e-Man Tu Naara-e-Haider
Haider Haider Haider Haider

Apni Haibat Se Jo Dushman Ko Dehla De
Haider Haider Haider Haider
Chahe To Suraj Ko Nazron Se Pighla De
Khaybar Mein Tanha Hi Parcham Ko Lehra De
Ya Ali Maula-e-Man Tu Ya Ali Maula-e-Man Tu Fateh-e-Khaybar Haider
Haider Haider Haider Haider

Dosh-e-Payambar Par Masjid Mein Mimbar Par
Haider Haider Haider Haider
Teghon Ki Chhaon Mein Hijrat Ke Bistar Par
Tu Hi Bas Tu Hi Tu Ghalib Har Manzar Par
Dar Dar Maula-e-Man Tu Ghar Ghar Maula-e-Man Tu Bolo Mil Kar Haider
Haider Haider Haider Haider

Maula Maula Maula Maula Ya Haider

Izzat Jo Bari Thi To Museebat Bhi Bari Thi
Haan Karbobala Teri Wilayat Ki Kari Thi
Aayi Jab Daswin Muharram
Sarwar The Sajde Mein Kham
Gardan Pe Teri Zarb-e
Zahra Thi Mahv-e-Matam

Haan...
Aise Mein Shaam-e-Ghareeban Chhayi Jab Bar-Sar-e-Maidan
Boli Yeh Aap Ki Beti Aa Jaye Baba Janam
Sunte Hi Duldul Par Aaye Jab Yeh Keh Kar
Haider Haider Haider Haider
Na Ro Na Ro Zainab Himmat Kar Himmat Kar
Tere Masaib Par Hum Bhi Hain Nohagar
Keh Do Irfan-o-Akhtar Farsh-e-Gham Ghar Mein Bichha Kar
Ho Jaye Hum Se Razi Baba-e-Zainab-e-Muztar

Haider

Alhamdulillahil-Lazi Ja'alana Minal-Mutamassikeena
Bi-Wilayati Ameeril-Momineen Ali Ibn Abi Talib
Ghalib Ala Kulli Ghalib

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2020
Personalities
Imam Ali, Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura
Original language
Urdu and Persian

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.