Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Salam

Hai Rukhsat Ki Ghari Aye Karbala Walon Khuda Hafiz

Anjuman-e-Zulfiqar-e-Haidery

Urdu
UrduImam HussainMuharram
Hai Rukhsat Ki Ghari Aye Karbala Walon Khuda Hafiz is a poignant farewell offered after gatherings of mourning for Imam Hussain. The speaker reflects on love, tears and the passing of the days of Azadari, and prays to return for another year of remembrance.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Salam
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu

Lyrics

Hai Rukhsat Ki Ghari Aye Karbala Walon Khuda Hafiz Lyrics

WA

Hai Rukhsat Ki Ghari Ay Karbala Walon Khuda Hafiz
Salamay Akhri, Aye Karbala Walon Khuda Hafiz

Na Humsay Ho Saka Kuch Bhi Ada Haq Mezbaani Ka
Hai Ye Sharmindagi

Tumharay Saath Zehra Bhi Yahan Tashreef Laayi Theen
Ye Izzat Bhi Milee

Humaray Ghar Ki Ronaq Bhi Tumharay Saath Jaati Hai
Udaasi Chaa Gayi

Tumharay Gham Mein Rotay Rotay Mar Jaatay Toh Acha Tha
Ye Hasrat Reh Gayi

Kisi Soorat Behelta Hi Nahi Dil Kaise Behlaye
Ajab Hai Bekasi

Phir Aglay Saal Hum Yoonhi Safay Matam Bichayenge
Rahi Gar Zindagi

Details

Lyrics Details

Category
Salam
Personalities
Imam Hussain, Sayyida Fatima Zahra
Occasion
Muharram, Ashura
Themes
Farewell to days of mourning, Love for the martyrs of Karbala, Prayer to mourn together again
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.