Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Islam Aur Azadari

Ali Rizvi Sachey

Urdu
UrduImam HussainMuharram
Islam Aur Azadari reflects on mourning Imam Hussain as a call to defend the oppressed, resist injustice, and keep remembrance alive.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu

Lyrics

Islam Aur Azadari Lyrics

WA

Qayam Hai Ta Qayamat Woh, Yeh Bhi Hai Ta-Abad Jari

Hairan Hoon Zamane Ko Kya Ho Gaya Hai Aye Ya Rab
Shabbir Ki Azadari Islam Se Juda Hai Kab
Islam Ki Hai Rag Rag Mein Shabbir Ka Lahu Jari

Islam Dars Deta Hai Mazloom Ki Himayat Ka
Zalim Se Yeh Azadari Ailan Hai Baghawat Ka
Hum Ashk-e-Gham Se Karte Hain Islam Ki Shajar-Kari

Roye Kisi Ki Ghurbat Par Aankhon Ki Yeh Ibadat Hai
Mazloom Ki Azadari Islam Ki Zaroorat Hai
Hum Farsh-e-Gham Se Dete Hain Aalam Ko Dars-e-Bedari

Kya Gham Himayat-e-Haq Mein Takleef Gar Uthayi Bhi
Mitti Mein Mil Gayi Ek Din Namrood Ki Khudayi Bhi
Har Zulm Ke Muqaddar Mein Likhi Hai Zillat-o-Khwari

Ain-e-Kibriya Hai Woh Ain Se Wafa Yeh Hai
Shehzadi-e-Do Aalam Ki Allah Se Dua Yeh Hai
Hoti Rahe Qayamat Tak Mazloom Ki Azadari

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Personalities
Imam Hussain, Sayyida Fatima Zahra
Occasion
Muharram, Ashura
Themes
Defending the oppressed, Purpose of Azadari, Resistance to injustice
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.