Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Mera Veer Hussain

Irfan Haider

2012Punjabi
2012PunjabiImam HussainMuharram
Mera Veer Hussain is an emotional Punjabi noha recited by Irfan Haider from the perspective of Bibi Zainab (SA) mourning her brother Imam Hussain (AS). Through repeated cries of Mera Veer Hussain, the verses remember his thirst, martyrdom, the separation of his body from his family, and the grief of the surviving members of the Ahlulbayt.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2012
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original
Punjabi
Album
Rahe Salamat Ishq E Hussain, Vol. 20

Lyrics

Mera Veer Hussain Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Mera Veer Hussain

Mera Veer Hussain

Irfan Haider

YouTube loads when you open Listen.

Mera Veer Hussain

Irfan Haider

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Haaye Haaye

Armaan Rehya Armaan Rehya
Kyun Baad Hussain Yeh Jahan Rehya
Mazloom Da Sadqa Salle Ala
Imaan Rehya Quran Rehya
Armaan Rehya

Haaye Hussain, Haaye Haaye Hussain
Hussain Haaye Hussain, Haaye Haaye Hussain
Kar Zainab Ro Ro Bain

O Mera Veer Hussain
Haaye O Mera Veer Hussain
Teri Laash Hai Jalti Reti Par
Dil Paata Nahi Hai Chain
O Mera Veer Hussain

Hussain Haaye Hussain, Haaye Haaye Hussain

Ae Bhai Mere Badi Mehnat Se
Maa Zahra Ne Paala Hai Tujhe
Main Dekh Nahi Sakti Bhaiya
Aankhon Se Lahu Tera Behte
Tere Khoon Ke Ek Ek Qatre Par
Qurbaan Karoon Darain
O Mera Veer Hussain

Jalti Hai Zameen-e-Karbobala
Hai Choor Badan Tera Zakhmon Se
Naazon Ke Pale Kund Khanjar Se
Zalim Ne Kiya Hai Qatl Tujhe
Is Zulm Pe Tadpa To Hoga
Qalb-e-Shah-e-Kaunain
O Mera Veer Hussain

Khaime Ke Dar Se Maqtal Tak
Sattar Qadmon Ki Doori Thi
Is Waaste Bahar Aa Na Saki
Mujhe Parde Ki Majboori Thi
Ummat Ne Kiya Sajde Mein Zibah
Zahra Ka Noor-e-Ain
O Mera Veer Hussain

Teri Laash Ko Main Dafna Na Saki
Main Tujhko Kafan Pehna Na Saki
Yeh Dard Mujhe Tadpayega
Main Tera Sog Mana Na Saki
Afsos Ke Dosh-e-Risalat Ka
Hai Khaak Pe Zeb-o-Zain
O Mera Veer Hussain

Jo Tune Kiya Tha Nana Se
Woh Wada Aaj Nibhaya Hai
Sar Sajde Mein Katwaya Hai
Khaliq Ka Deen Bachaya Hai
Hai Aaj Ke Baad Zamane Mein
Islam Tumhari Dain
O Mera Veer Hussain

Mazloom Di Pyasi Gardan Te
Jadon Khanjar Shimr Chalaya Hai
Tatheer Di Waris Bibi Ne
Quran Te Sar Te Chaya Hai
Khaime Pe Dar Do Kardi Rahi
Faryad Hussain Di Behen
O Mera Veer Hussain

Hussain Haaye Hussain, Haaye Haaye Hussain
Kar Zainab Ro Ro Bain
O Mera Veer Hussain
Haaye O Mera Veer Hussain
Hussain Haaye Hussain, Haaye Haaye Hussain

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2012
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original language
Punjabi
Album
Rahe Salamat Ishq E Hussain, Vol. 20

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.