Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Neza Sawaar Bhai

Irfan Haider

2015Urdu
2015UrduImam HussainMuharram
Neza Sawaar Bhai is a 2015 Urdu noha recited by Irfan Haider. Bibi Zainab addresses the head of Imam Hussain raised upon a spear as the captives enter the marketplace of Shaam. The poetry pleads for protection from the gaze of onlookers and remembers the suffering of Sakina and the daughters of Fatima Zahra.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2015
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Shaam-e-Ghareeban
Original
Urdu
Album
Allah Bake Min Kule Fanee, Vol. 24

Lyrics

Neza Sawaar Bhai Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Neza Sawaar Bhai

Neza Sawaar Bhai

Irfan Haider

YouTube loads when you open Listen.

Neza Sawaar Bhai

Irfan Haider

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Ya Hussain (×6)

Ek Shor Hai Bazaar Mein
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain

Guzra Damishq Se Jab Karwan-e-Aza
Oonton Pe Thi Bibiyan, Koofe Ki Shehzadiyan
Naizon Pe The Sab Shaheedon Ke Sar (×2)
Bhai Pe Pahunchi Behen Ki Nazar
Kehne Lagi Woh Behen Nohagar

Main Dekhti Rahi Hoon Teri Jang-e-Karbala
Hussain Ya Hussain
Main Dekhti Rahi Hoon Teri Jang-e-Karbala
Ab Mera Marhala (×2)
Aankhein Na Band Kar

Naiza Sawaar Bhai, Aise Quran Parh (×2)
Koi Na Dekh Paaye (×2) Mujh Ko Barahna Sar

Barsaat Pattharon Ki, Sar Nange Bibiyan (×2)
Itna Kathin Hai Bhai (×2) Sadat Ka Safar

Teri Yaad Mein Hai Roti Sakina Bazaar Mein (×2)
Behlaye Us Ko Kaise (×2) Jaaye Behen Kidhar

Chadar Ki Hain Sawali Zahra Ki Betiyan (×2)
Hota Nahi Kisi Par (×2) Faryad Ka Asar

Baalon Se Munh Chhupaoon Ya Khaak Uraoon Main (×2)
La De Kahin Se Chadar (×2) Ya Ek Kaam Kar

Sab Dekhte Usi Ko Hota Agar Yahan (×2)
Deta Azaan Aisi (×2) Akbar Mera Pisar
Allahu Akbar (×4)

Zehmat Na Tujh Ko Deti Majboor Hai Behen (×2)
Ae Bhai Har Shaqi Ki (×2) Na-Pak Hai Nazar

Naiza Sawaar Bhai, Aise Quran Parh (×2)
Aise Quran Parh (×4)

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2015
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Shaam-e-Ghareeban
Original language
Urdu
Album
Allah Bake Min Kule Fanee, Vol. 24

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.