Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Tera Chehlum Manany Ayi Hoon

Kazmi Brothers

2025Urdu
2025UrduImam HussainArbaeen
Tera Chehlum Manany Ayi Hoon is a 2025 noha recited by Kazmi Brothers 110. Bibi Zainab returns to Karbala for Imam Hussain’s Arbaeen after captivity, recalling suffering, separation and the loss of Bibi Sakina. Read the Roman Urdu, Urdu lyrics and English translation on AzadariVerse.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2025
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Arbaeen
Original
Urdu
Album
Muharram 2025 / 1447

Lyrics

Tera Chehlum Manany Ayi Hoon Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Tera Chehlum Manany Ayi Hoon

Tera Chehlum Manany Ayi Hoon

Kazmi Brothers

YouTube loads when you open Listen.

Tera Chehlum Manany Ayi Hoon

Kazmi Brothers

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Qaid Do Saal Ki Nibha Ke Hussain, Aur Mehnat Teri Bacha Ke Hussain

Tera Chehlum Manane Aayi Hoon, Qaid Meri Guzar Gayi Bhaiya
Woh Jo Rassi Thi Mere Haathon Mein, Dekho Aakhir Utar Gayi Bhaiya

Qatl Chhupne Nahin Diya Tera, Har Jagah Khoon Ka Diya Pursa
Tere Maqtal Se Shaam Zindan Tak, Khoon Mein Ho Ke Tar Gayi Bhaiya

Ek Naize Pe Tera Sar Tha Aur, Ek Naize Pe Meri Chadar Thi
Teri Aankhein To Band Thin Par Main, Shaam Tak Nange Sar Gayi Bhaiya

Woh Jo Asghar Ke Baad Kehti Thi, Ab Mera Aasra Sakina Hai
Kaise Saaye Mein Usko Laaun Main, Ab Sakina Bhi Mar Gayi Bhaiya

Rassiyan To Utar Gayi Hain Magar, Baazuon Par Nishaan Baqi Hain
Kaise Zinda Rahenge Abdullah, Main Jo Zakhmi Hi Ghar Gayi Bhaiya

Haaye Baba Kaja Ke Bin Chadar, Meri Maa Ne Mujhe Na Dekha Tha
Baad Ghazi Ke Ek Shaam Kahan, Har Jagah Nange Sar Gayi Bhaiya

Kya Ho Gar Yeh Behen Aa Na Saki, Tera Chaliswan Mana Na Saki
Dekh Kar Bheed Pursadaron Ki, Meri Mehnat Sanwar Gayi Bhaiya

Karbala Kab Woh Rehne Aayi Hai, Sirf Imran Kehne Aayi Hai
Maine Dobara Shaam Jaana Hai, Hashr Tak Main Bichhad Gayi Bhaiya

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2025
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Arbaeen
Original language
Urdu
Album
Muharram 2025 / 1447

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.