Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Veeraan Hui Duniya Akbar Tere Marne Se

Shadman Raza

2017Urdu
2017UrduAli AkbarAshura
Veeraan Hui Duniya Akbar Tere Marne Se is an Urdu Noha recited by Shadman Raza, with poetry by Ali Izhaar. The verses mourn the martyrdom of Ali Akbar (AS) and describe the unbearable grief of Imam Hussain (AS), his family and the young martyr's mother.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2017
Occasion
Ashura
Original
Urdu

Lyrics

Veeraan Hui Duniya Akbar Tere Marne Se Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Veeraan Hui Duniya Akbar Tere Marne Se

Veeraan Hui Duniya Akbar Tere Marne Se

Shadman Raza

YouTube loads when you open Listen.

Veeraan Hui Duniya Akbar Tere Marne Se

Shadman Raza

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Haye Ghurbat-e-Shabbir

Abbas Ke Marne Se ×2
Tooti Hai Kamar Sheh Ki
Veeraan Hui Duniya Akbar Tere Marne Se ×3

Kya Tujhko Khabar Akbar Jo Guzri Hai Maadar Par ×2
Ek Barchhi Ka Phal Tere Seene Mein Utarne Se

Aa Jaate The Pehle To Tum Ek Sada Par Hi ×2
Aate Nahi Ab Maa Ke Faryad Bhi Karne Se

Kis Haal Mein Sughra Ko Tum Chhor Gaye Akbar ×2
Fursat Hi Nahi Milti Aahein Use Bharne Se

Jab Dekha Sar-e-Akbar Laila Ne Kaha Ro Kar ×2
Aye Kaash Main Mar Jaati Pehle Tere Marne Se

Kya Dard Ka Aalam Hai Har Laash Tarapti Hai ×2
Maa Behno Ke Be-Parda Maqtal Se Guzarne Se

Ek Laasha Tarayi Mein Uthta Kabhi Girta Tha ×2
Shabbir Ke Maqtal Mein Uthne Kabhi Girne Se

Binayi Chhini Sheh Ki Izhaar Sar-e-Maqtal ×2
Ham-Shakl-e-Payambar Ke Duniya Se Guzarne Se

Veeraan Hui Duniya Akbar Tere Marne Se ×2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2017
Personalities
Ali Akbar, Imam Hussain, Hazrat Abbas, Bibi Sughra
Occasion
Ashura
Themes
Martyrdom of Ali Akbar, Grief of Imam Hussain, Sorrow of Bibi Laila
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.