Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Ya Hussain Ya Hussain

Irfan Haider

2012Urdu
2012UrduImam HussainMuharram
Ya Hussain Ya Hussain, also known as Goonj Rahi Hai Yeh Sada, is a mournful noha recited by Irfan Haider. Through its repeated invocation of Imam Hussain (AS), it recalls his departure from Madina, the hardship of Karbala, the thirst of the Ahlulbayt, the martyrdom of Hazrat Qasim (AS), and the steadfast worship of Imam Hussain on the night of Ashura.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2012
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu
Album
Diya Jalaye Rakhna Hai, Vol. 21

Lyrics

Ya Hussain Ya Hussain Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Ya Hussain Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain

Irfan Haider

YouTube loads when you open Listen.

Ya Hussain Ya Hussain

Irfan Haider

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Teen Shab-o-Roz Ka Pyasa Hussain (×2)
Dasht-e-Bala Mein Tujhe Maara Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Bhej Ke Khat Tujhko Bulaya Gaya (×2)
Are Tera Watan Tujhse Chhudaya Gaya
Bhej Ke Khat Tujhko Bulaya Gaya
Qabr Se Nana Ki Hataya Gaya (×2)
Paikar-e-Tasleem-o-Raza Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Dasht Mein Thodi Si Jagah Mil Gayi (×2)
Are Aamad-e-Aada Se Zameen Hil Gayi
Dasht Mein Thodi Si Jagah Mil Gayi
Aur Nazar Jab Soo-e-Sahil Gayi (×2)
Us Pe Laeenon Ka Tha Pehra Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Karbobala Gher Ke Laye Tujhe (×2)
Are Tere Azeezon Aur Faqa Saath The
Karbobala Gher Ke Laye Tujhe
Nehr Se Khaime Bhi Hataye Gaye (×2)
Uzr Zara Bhi Na Kiya Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Kya Shab-e-Ashoor Ka Hangam Tha (×2)
Are Saara Jahan Larza-Bar-Andaam Tha
Kya Shab-e-Ashoor Ka Hangam Tha
Are Tujhko Ibadat Se Faqat Kaam Tha
Tujhko Ibadat Se Faqat Kaam Tha
Karta Raha Zikr-e-Khuda Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Subh-e-Dahum Ka Ho Bhala Kya Bayan (×2)
Are Dene Laga Jab Tera Akbar Azaan
Subh-e-Dahum Ka Ho Bhala Kya Bayan
Jaise Ho Aawaz-e-Nabi Be-Guman (×2)
Karbobala Phir Ke Madina Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Madar-e-Qasim Ka Jigar Dekhiye (×2)
Are Jazba-e-Iman Ka Asar Dekhiye
Madar-e-Qasim Ka Jigar Dekhiye
Bhej Diya Ran Mein Pisar Dekhiye (×2)
Jo Hua Pamaal-e-Jafa Ya Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Aap Ka Izzat Hai Bohot Dilfigar (×2)
Are Dil Pe Gham-o-Ranj-o-Masaib Ka Baar
Aap Ka Izzat Hai Bohot Dilfigar
Mustahiq-e-Lutf-o-Karam Haal-e-Zaar (×2)
Aap Ka Mil Jaye Sahara Hussain

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Goonj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain
Tujhko Laeenon Ne Sataya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain (×2)

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2012
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura
Original language
Urdu
Album
Diya Jalaye Rakhna Hai, Vol. 21

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.