Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Assalam Un Aleyk

Ali Shanawar

2011Urdu and Persian
2011Urdu and Persian
Assalam Un Aleyk is a 2011 noha by Ali Shanawar and Ali Jee offering repeated salutations to Imam Hussain. Urdu and Persian passages recall his journey from Madina to Karbala, his family, the martyrs of Ashura, Shaam-e-Ghareeban and the continuing remembrance of Karbala.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2011
Original
Urdu and Persian
Album
Hamaray Hain Ya Hussain

Lyrics

Assalam Un Aleyk Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Assalam Un Aleyk

Assalam Un Aleyk

Ali Shanawar · Ali Jee

YouTube loads when you open Listen.

Assalam Un Aleyk

Ali Shanawar · Ali Jee

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Ya Hussain
Ya Hussain

Assalam Un Aleyk
Ya Hussain
Ya Hussain

Bar zaban-o-dilam
Ya Hussain
Ya Hussain

Aamadi az Madina
Be Karb-o-Bala
Ba baradar wa khahar
Wa ham tiflha
Ta ke roshan konid
Din-e-Haq ra

Marhaba
Marhaba
Ya Hussain
Ya Hussain

Aaye Maula
Madine se Karb-o-Bala
Bhai behnon ka
Bachchon ka ye qafila
Ghazi Abbas ka
Sar pe parcham khula
Aa rahi thi sada:
Ya Hussain
Ya Hussain

Bhai hai Mujtaba
Baba Jaan Murtaza
Aur Madar hai
Jaan-e-Nabi Fatima
Nana Salle Ala
Ahmad-e-Mustafa
Inke dil ki dua:
Ya Hussain
Ya Hussain

Aapke ghar ko
Aada satate rahe
Band pani kiya
Aur rulate rahe
Aap Quran padh ke
Sunate rahe
Rahnuma
Rahnuma
Ya Hussain
Ya Hussain

Kushte dar in zameen shod
Ali Akbaret
Qasim-e-taza-damad
O ham Asgharet
Aun-o-kushte shod
Kushte shod Jafaret
Kushte shod az jafa
Ya Hussain
Ya Hussain

Aa rahi hai
Imam-e-Zaman ki sada
Assalam aye
Ghareeb-ul-watan
Marhaba
Padh ke rote hain hum
Ziyarat-e-Nahiya
Aye qateel-e-jafa
Ya Hussain
Ya Hussain

Haye Shaam-e-Ghareeban
Na bhoolenge hum
Haye Sayyadaniyan
Aur un pe sitam
Bibi Zainab chali
Le ke deen ka alam
Zainabi azm tha
Ya Hussain
Ya Hussain

Poori Rehan-o-Sarwar
Dua ho gayi
Muntaqil nasl mein
Ab aza ho gayi
Aye Shanawar, Ali Jee
Ata ho gayi
Daulat-e-Karbala
Ya Hussain
Ya Hussain

Ya Hussain
Ya Hussain

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2011
Original language
Urdu and Persian
Album
Hamaray Hain Ya Hussain

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.