Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Bain Karti Hai Bali Sakina

Nadeem Sarwar

1984Urdu
1984UrduImam HussainMuharram
Bain Karti Hai Bali Sakina is an Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar. It portrays the sorrow of Bibi Sakina following the tragedy of Karbala, including the burning of the tents, the loss of Hazrat Abbas, the suffering of Ali Asghar and the oppression of the Ahlulbayt. Read the Roman Urdu, Urdu and English lyrics.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1984
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original
Urdu

Lyrics

Bain Karti Hai Bali Sakina Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Bain Karti Hai Bali Sakina

Bain Karti Hai Bali Sakina

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Bain Karti Hai Bali Sakina

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Bain karti hai baali Sakina
Gham se phoot jaayega uska seena
Dard-e-furqat hai woh hazeena
Wa Hussaina, Hussaina, Hussaina

Kaisi gham ki ghata aa ke chhaayi
Ho gayi sab se ban mein judaayi
Koi pursaan nahin ab hamaara

Aap aaye na Ammu bhi aaye
Khaime aada ne aa kar jalaaye
Jal gaya mere bhaiya ka jhoola

Paas hote jo Qasim-o-Akbar
Sar se chheenti na Zainab ki chaadar
Itni karte jafa phir na aada

Jo ke khauf se nanha Asghar
Paas iske na maadar na khwahar
Kis qadar hai bhayaanak sehra
Koi jaa kar yeh Asghar se keh de
Hum bhi bhaiya bahut hain pyaase
Paani paao to humko pilaana

Thi bahut tumko tashna-dahaani
Paaya kya tumne aada se paani
Kaise Asghar sukoon ran mein paaya

Jal gaye tere kurte shaalu ke
Mere bunde sitamgar ne chheene
Khoon kaanon se ab bhi hai behta

Sun ke baali Sakina ke naale
Shaq hue bibiyon ke kaleje
Lab pe tha yeh Anees ka Noha

Wa Hussaina, Hussaina, Hussaina
Bain karti hai baali Sakina
Wa Hussaina, Hussaina, Hussaina

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1984
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.