Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Manqabat

Bata Ahmed Ne Kya Ailan Sunaya Khumm Ke Maidan Mein

Anjuman-e-Zulfiqar-e-Haidery

Urdu
UrduProphet MuhammadEid-e-Ghadeer
Bata Ahmed Ne Kya Ailan Sunaya Khumm Ke Maidan Mein is an Urdu noha on the proclamation at Ghadir Khumm and the concept of Wilayat. Read the Roman Urdu, Urdu-script text and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Manqabat
Occasion
Eid-e-Ghadeer
Original
Urdu

Lyrics

Bata Ahmed Ne Kya Ailan Sunaya Khumm Ke Maidan Mein Lyrics

WA

Bata Ahmed Ne Kya Aila(N) Sunaya Khum Kay Maida
Koi Aisa Na Tha Joh Sun Na Paya Khum Kay Maida(N) May

Kaha Jis Jis Ka Main Mola Ali Us Us Kay Mola Hain
Mohamad Nay Wasi Apna Deekhaya Khum Kay Maida(N) May

Khushee Say Boozar O Salma(N) Mubarak Baad Daitay Hain
Mashiyat Nay Kissi Ka Dil Jalaya Khum Kay Maida(N) May

Chala Tha Zul Ashira Say Abu Talib Kay Aaingan May
Wliyat Ka Safar Munzil Pay Ayaa Khum Kay Maida(N) May

Saqeefa Ki Kabhi Badnaam Galiyan Choore Kar Deekho
Samajh Ayega Tum Nay Kya Ganwaya Khum Kay Miada(N) May

Kissay Islam Say Matlab Hai Aur Kisko Hukomat Say
Nabi Nay Deekhlo Khud Azmaya Khum Kay Maida(N) May

Hoa Tuqmeel Deen E Mustafa Jibreel Kehtay Hain
Tha Jiska Ajj Woh Haq Usnay Paya Khum Kay Maida(N) May

Leay Arman Tha Dil May Hukomat Aur Khilafat Kay
Wohi Bughzo Hasad Say Timilaya Khum Kay Maida(N) May

Ussi Kay Naam Say Hum Dost Dushman Ko Parakhtay Hain
Jissay Ahmed Nay Hathoon Par Uthaya Khum Kay Maida(N) May

Nasab Jiska Najis Aur Thee Nijasat Jike Teenat May
Wilay E Jam Haider Pee Na Paya Khum Kay Maida(N) May

Details

Lyrics Details

Category
Manqabat
Personalities
Prophet Muhammad, Imam Ali
Occasion
Eid-e-Ghadeer
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.