Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Bibiyan Roein Zaar-o-Zaar

Nadeem Sarwar

1996Urdu
1996UrduImam HussainMuharram
Bibiyan Roein Zaar-o-Zaar is a 1996 Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar and written by Rehan Azmi, from Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16. It portrays the grief of the women of the Ahlulbayt after Karbala, the martyrdom of Imam Hussain and his companions, the suffering of Bibi Sakina, and the beginning of the captives' journey. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1996
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original
Urdu
Album
Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16

Lyrics

Bibiyan Roein Zaar-o-Zaar Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Bibiyan Roein Zaar-o-Zaar

Bibiyan Roein Zaar-o-Zaar

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Bibiyan Roein Zaar-o-Zaar

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Hussain, Hussain ×4

Bibiyaan roein zaar-o-zaar
Shehzaadiyaan roein zaar-o-zaar
Lut gaya Karbal mein ghar-baar
Hussain, Hussain ×2

Hai Aal-e-Nabi ki aur darbaar
Hussain, Hussain ×2
Zanjeer mein jakra hai beemaar
Hussain, Hussain ×2
Bibiyaan roein zaar-o-zaar

Koi bain kare bachchon ke liye
Koi ro ke kahe bhai na rahe ×2
Nahin Zainab ka koi ghamkhwaar ×2
Karbobala mein hai yeh pukaar
Hussain, Hussain ×2
Hai Aal-e-Nabi ki aur ghar-baar

Akbar ka jigar, Asghar ka gala
Abbas ke baazu, tegh-e-jafa ×2
Hai halq-e-shaheedaan aur talwaar ×2
Karbobala mein hai yeh pukaar
Hussain, Hussain ×2
Hai Aal-e-Nabi ki aur ghar-baar

Qasim ka badan paamaal hua
Aati thi sada dulha dulha ×2
Ghar aa ja bas tu ek baar ×2
Karbobala mein hai yeh pukaar
Hussain, Hussain ×2
Hai Aal-e-Nabi ki aur ghar-baar

Katta tha Shah-e-Wala ka gala
Roti thi zameen-e-Karbobala ×2
Hain aaj qayaamat ke aasaar ×2
Karbobala mein hai yeh pukaar
Hussain, Hussain ×2
Hai Aal-e-Nabi ki aur ghar-baar

Ro ro ke Sakina bain kare
Darya pe gaya Ammu mere ×2
Ab kaun karega mujhko pyaar ×2
Karbobala mein hai yeh pukaar
Hussain, Hussain ×2
Hai Aal-e-Nabi ki aur ghar-baar

Be-parda hue sab Ahl-e-Haram
Jab thanda hua Ghazi ka alam ×2
Jeena hai Sakina ka dushwaar ×2
Karbobala mein hai yeh pukaar
Hussain, Hussain ×2
Hai Aal-e-Nabi ki aur ghar-baar

Jalte hue khaime, Ahl-e-Haram
Hai Shaam-e-Ghareebaan aur matam ×2
Haaye qaafila jaane ko taiyaar ×2
Karbobala mein hai yeh pukaar
Hussain, Hussain ×2
Hai Aal-e-Nabi ki aur ghar-baar

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1996
Personalities
Imam Hussain, Imam Zainul Abidin
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original language
Urdu
Album
Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.