Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Ghazi Alam Tera Uncha Rahega

Nadeem Sarwar

2001Urdu
2001UrduHazrat AbbasMuharram
Ghazi Alam Tera Uncha Rahega is an Urdu noha recited by Nadeem Sarwar with poetry credited to Rehan Azmi, from the 2001 Al Quraan (Volume 21) collection. The standard and loyalty of Hazrat Abbas. Read the lyrics in Roman script, Urdu/Persian script and English translation alongside the recording.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2001
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu
Album
Al Quraan (Volume 21, 2001)

Lyrics

Ghazi Alam Tera Uncha Rahega Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Ghazi Alam Tera Uncha Rahega

Ghazi Alam Tera Uncha Rahega

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Ghazi Alam Tera Uncha Rahega

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Yabna Zahra Ya Abbas
Yabna Zahra Ya Abbas

Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abbas

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Kal Bhi Alam Tera Ucha Raha Hai
Kal Bhi Alam Tera Ucha Raha Hai

Kal Bhi Alam Tera Ucha Raha Hai
Aaj Bhi Hai Aur Kal Bhi Rahe Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Tery Alam Ke Saye Mein Duniya
Apni Muraden Mang Rahi Hai

Tery Alam Ke Saye Mein Duniya
Apni Muraden Mang Rahi Hai

Tere Alam Ke Saye Me Aa Kar
Tere Alam Ke Saye Me Aa Kar

Jo Nahi Manga Wo Bhi Mile Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Is Ko Abu Talib Ne Banaya
Mere Nabi Ne Is Ko Sajaya

Is Ko Abu Talib Ne Banaya
Mere Nabi Ne Is Ko Sajaya

Bit E Asad Ne Sehra Charhaya
Bit E Asad Ne Sehra Charhaya

Sehra Ke Bachon Pe Saya Kare Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Han Ye Alam Hamza Ka Alam Hai
Han Ye Alam Jaffar Ka Alam Hai

Han Ye Alam Hamza Ka Alam Hai
Han Ye Alam Jaffar Ka Alam Hai

Han Ye Ghadeer E Khum Ka Bharam Hai
Han Ye Ghadeer E Khum Ka Bharam Hai

Sab Parchamon Ka Ye Mola Rahe Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Chadar E Zehra Is Ka Pharaira
Phatka Bhi Hai Zainab Ki Dua Ka

Chadar E Zehra Is Ka Pharaira
Phatka Bhi Hai Zainab Ki Dua Ka

Aise Bandhi Hai Mashk E Sakina
Aise Bandhi Hai Mashk E Sakina

Rishta Alam Se Is Ka Rahe Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Bhool Nahi Sakta Ye Zamana
Pani Pe Parcham Ka Lehrana

Bhool Nahi Sakta Ye Zamana
Pani Pe Parcham Ka Lehrana

Hath Katana Mashk Bachana
Hath Katana Mashk Bachana

Ban Ke Wafa Tu Zinda Rahe Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Yun To Bahut Zainab Pe Sitam Tha
Lekin Wo Gham Jo Ko E Alam Tha

Yun To Bahut Zainab Pe Sitam Tha
Lekin Wo Gham Jo Ko E Alam Tha

Wo Tera Gham Tha Wo Tera Gham Tha
Wo Tera Gham Tha Wo Tera Gham Tha

Dil Tere Gham Me Rota Rah Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Zair E Alam Rehan O Sarwar
Noha Parho Yun Ashk Baha Kar

Zair E Alam Rehan O Sarwar
Noha Parho Yun Ashk Baha Kar

Shad Hon Zehra Bint E Payambar
Shad Hon Zehra Bint E Payambar

Ashk E Aza Ye Kehta Rahe Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas
Ya Syedi Ya Abbas

Kal Bhi Alam Tera Ucha Raha Hai
Kal Bhi Alam Tera Ucha Raha Hai

Kal Bhi Alam Tera Ucha Raha Hai
Aaj Bhi Hai Aur Kal Bhi Rahe Ga

Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga
Ghazi Alam Tera Ucha Rahe Ga

Ya Syedi Ya Abbas...

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2001
Personalities
Hazrat Abbas, Bibi Sakina, Sayyida Zainab, Sayyida Fatima Zahra, Prophet Muhammad
Occasion
Muharram, Ashura
Themes
The standard and loyalty of Hazrat Abbas, Azadari, Ahlulbayt
Original language
Urdu
Album
Al Quraan (Volume 21, 2001)

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.