Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Karbala Na Bhoolenge

Nadeem Sarwar

2002Urdu
2002UrduImam HussainMuharram
Karbala Na Bhoolenge is an Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar in the 2002 Karbala Aam Kare (Volume 22) collection. It reflects on remembrance of karbala. Read Roman lyrics, the Urdu/Shahmukhi text, and an English translation with the YouTube recording.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2002
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu
Album
Karbala Aam Kare (Volume 22, 2002)

Lyrics

Karbala Na Bhoolenge Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Karbala Na Bhoolenge

Karbala Na Bhoolenge

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Karbala Na Bhoolenge

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Bhool jaayenge har gham ×2
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×2
Karbala na bhoolenge ×2

Bhool jaayenge har gham ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Kaise bhool jaayein maqtal-e-Hussain ko
Kaise bhool jaayein Fatima ke bain ko ×2
Ba-Khuda na bhoolenge ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Woh sitam woh zulm woh jafa ke silsile
Alqama ke saamne khayaam jal gaye ×2
Nainawa na bhoolenge ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Jis jagah Hussain ka jawaan hua shaheed
Jis jagah hua tha ek be-zubaan shaheed ×2
Woh jagah na bhoolenge ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Woh lahu bhara alam woh mashk khoon bhari
Intezaar-e-aab mein Sakina mar gayi ×2
Saaneha na bhoolenge ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Karbal mein baad-e-qatl-e-Shah-e-Karbala
Bar sar-e-sinaan Hussain ne jo tha kaha
La ilaha na bhoolenge ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Khoon roye jiske gham mein umr bhar Imam
Le gayi thi loot ke rida jo fauj-e-Shaam ×2
Woh rida na bhoolenge ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Assalaam Karbala ki khaak assalaam
Assalaam dafn jis mein paak assalaam ×2
Yeh sada na bhoolenge ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Sarwar-o-Rehan aarzu hai ab yehi
Roza-e-Hussain pe ho sab ki haaziri
Yeh dua na bhoolenge ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Bhool jaayenge har gham ×3
Gham tera na bhoolenge
Karbala na bhoolenge ×4

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2002
Personalities
Imam Hussain, Sayyida Fatima Zahra, Bibi Sakina, Hazrat Abbas, Ali Akbar, Ali Asghar
Occasion
Muharram, Ashura
Themes
Remembrance of Karbala, Azadari, Sham-e-Ghareeban
Original language
Urdu
Album
Karbala Aam Kare (Volume 22, 2002)

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.