Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Kaun Qail Tha

Nadeem Sarwar

2006Urdu
2006Urdu
Kaun Qail Tha is Nadeem Sarwar's 2006 noha built around reflective couplets on Karbala, mourning, Ali Akbar, Qasim, Hurr and Bibi Zainab. Its recurring line presents Karbala as revealing spiritual realities previously beyond imagination.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2006
Original
Urdu
Album
Mujhe Paidal Chalna

Lyrics

Kaun Qail Tha Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Kaun Qail Tha

Kaun Qail Tha

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Kaun Qail Tha

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Ya Hussain, Ya Hussain ×2

Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×4
Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai

Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Farq hai us dil ke jo ho Hubb-e-Ali se abad ×2
Us se behtar koi duniya mein makan aur bhi hai

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Naam-e-Shabbir pe be-sakhta girya hona ×2
Baad-e-Kalme ke ye iman ka nishan aur bhi hai

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Barchhiyan maar ke Akbar ko pukare aada ×2
Sheh se poochho koi farzand-e-jawan aur bhi hai

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Falak-e-peer, tujhe Sheh ki zaeefi ki qasam ×2
Ali Akbar sa zamane mein jawan aur bhi hai?

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Maa ne Qasim se kaha:
Subh ko tum hoge Shaheed ×2
Is liye byah ki jaldi meri jaan aur bhi hai

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Baal khole hue lashe pe jo aayi Zahra ×2
Khul gaya Hurr pe dam-e-nazr ke Maa aur bhi hai

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Apne farzandon ke marne pe bhi girya na kiya ×2
Dahr mein Zainab-e-Mazloom si Maa aur bhi hai?

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Sheh se Zainab ne kaha:
Tum jo ho mushtaq-e-qaza ×2
Meri Amma ka koi Fateha-khwan aur bhi hai?

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Lashe pamaal sar-e-shaam jo hote hain Nazeer ×2
Bagh-e-Zahra pe sitam, bagh-e-khizan aur bhi hai

Karbala dekhi to hum samjhe ke haan aur bhi hai
Kaun qail tha salami ke jinan aur bhi hai ×2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2006
Original language
Urdu
Album
Mujhe Paidal Chalna

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.