Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Kya Raha Khaimon Mein Sheh Ke

Nadeem Sarwar

1999Urdu
1999UrduImam HussainMuharram
Kya Raha Khaimon Mein Sheh Ke is a 1999 Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar and written by Rehan Azmi, from Hussain Zinda Bad, Vol. 19. It depicts the desolation of Imam Hussain's tents after Ashura, the grief of Bibi Zainab, the martyrdoms of Hazrat Qasim and Hazrat Abbas, and the suffering of Bibi Sakina during captivity in Shaam.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1999
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original
Urdu
Album
Hussain Zinda Bad, Vol. 19

Lyrics

Kya Raha Khaimon Mein Sheh Ke Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Kya Raha Khaimon Mein Sheh Ke

Kya Raha Khaimon Mein Sheh Ke

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Kya Raha Khaimon Mein Sheh Ke

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Shaam-e-gham aa gayi, Shaam-e-gham aa gayi ×4

Kya raha khaimon mein Sheh ke, ek udaasi reh gayi ×3
Sirf rone ko Muhammad ki nawaasi reh gayi

Saj gayi Qasim ke tukron se udhar Karbobala ×3
Maa idhar bete ki dulhan ko sajaati reh gayi

Chheenta tha Shimr chaadar aur Zainab baar baar ×3
Apni chaadar ke muhafiz ko bulaati reh gayi

Khoon-e-dil Abbas ka sab beh gaya ran mein magar ×3
Dil mein bas ek baat Zainab ki rida ki reh gayi

Aye Musalmano tumhaari ghairatein kya ho gayin ×3
Tum tamaashaayi thay, Zainab munh chhupaati reh gayi

Qaid mein baali Sakina ko mila Baba ka sar ×3
Munh pe munh rakh kar jo soyi, Maa jagaati reh gayi

Maadar-e-Asghar na baithi saaye mein Asghar ke baad ×3
Saaye mein aayi to zinda laash baaqi reh gayi

Har tamaache par Sakina munh par rakh kar nanhe haath ×3
Neel rukhsaaron ke Ghazi ko dikhaati reh gayi

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1999
Personalities
Imam Hussain, Sayyida Zainab, Hazrat Qasim, Hazrat Abbas, Bibi Sakina, Ali Asghar, Prophet Muhammad
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Themes
Devastation of the tents of Karbala, Unveiling of the captives, Martyrdom of Hazrat Abbas, Suffering of Bibi Sakina
Original language
Urdu
Album
Hussain Zinda Bad, Vol. 19

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.