Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Munjho Maula Hussain

Nadeem Sarwar

1996Sindhi and Urdu
1996Sindhi and UrduImam HussainMuharram
Munjho Maula Hussain is a 1996 Sindhi and Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar and written by Rehan Azmi, from Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16. It expresses devotion to Imam Hussain as the guide and inspiration of believers, recalling his sacrifice at Karbala, the preservation of Islam, and the continuing tradition of Azadari. Read the Roman lyrics, native-script text and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1996
Personalities
Imam Hussain, Imam Ali
Occasion
Muharram
Original
Sindhi and Urdu
Album
Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16

Lyrics

Munjho Maula Hussain Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Munjho Maula Hussain

Munjho Maula Hussain

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Munjho Maula Hussain

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Mera ishq bhi tu, meri jaan bhi tu ×2
Mera deen bhi tu, imaan bhi tu
Mera aan bhi tu, meri shaan bhi tu
Mera peer bhi tu, Sultaan bhi tu
Sab waliyan jo aghwaan bhi tu

Aahe har momin je dil ji sada ×2
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Gulzaar banaaya ×2
Aye Deen-e-Khuda
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Tu pyaasa, teri pyaas bari
Hai deen ko tujh se aas bari
Tere naam se zinda naam-e-Khuda
Tere dam se hai Islam bacha
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Tu Ibn-e-Ba-e-Bismillah
Tu laa se kaha Illallah
Aye Ibn-e-Ali, aye Abd-e-Khuda
Quran-e-Khuda neze pe parha
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Sardaar-e-Jina, sardaar-e-Iram
Yeh saara Rab, yeh saara jag
Sab tere liye hai Rab ki qasam
Hai noor-e-Muhammad noor tera
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Makhdoom mere, mere Sayyid
Hui khatm sitam ki tujh par had
Par sabr tera, Allah-us-Samad
Allah ne de di apni raza
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Shahbaaz jo hai Sehwan waale
Naalon ke tere rakhwaale
Maidaan mein hain dere daale
Hai Laal Qalandar ki bhi sada
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Hum sab hain matamdaar tere
Zinda hain teri majlis ke liye
Aye Maula tere gham ke sadqe
Jo maanga Khuda ne humko diya
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Majlis mein tere Ghazi ka alam
Karta hai tere gham mein matam
Aawaaz yeh aati hai har dam
Zinda hai dilon mein dard tera
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Gulzaar banaaya, gulzaar banaaya
Aye Deen-e-Khuda
Munjho Maula Hussain, Munjho Aaqa Hussain

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1996
Personalities
Imam Hussain, Imam Ali
Occasion
Muharram
Original language
Sindhi and Urdu
Album
Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.