Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Na Milega Tujhe Shabbir Sa Bhai Zainab

Nadeem Sarwar

1998Urdu
1998UrduImam HussainMuharram
Na Milega Tujhe Shabbir Sa Bhai Zainab is a 1998 Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar and written by Rehan Azmi, from Qafla Ek Le Jaa Zainab, Vol. 18. It mourns the loss of Imam Hussain and celebrates the bond between him and Bibi Zainab, recalling her loyalty, the sacrifice of her sons, the martyrdom of Hazrat Abbas and the suffering of the Ahlulbayt during their captivity.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1998
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original
Urdu
Album
Qafla Ek Le Jaa Zainab, Vol. 18

Lyrics

Na Milega Tujhe Shabbir Sa Bhai Zainab Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Na Milega Tujhe Shabbir Sa Bhai Zainab

Na Milega Tujhe Shabbir Sa Bhai Zainab

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Na Milega Tujhe Shabbir Sa Bhai Zainab

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Na milega, na milega ×4

Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2
Dhoondhne jaayegi gar saari khudaayi Zainab
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Apne ashkon se jala Shaam-e-Ghareebaan ke chiraagh ×2
Tu hai atharah chiraaghon ki ikaayi Zainab
Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Jaane kya Shaam-e-Ghareebaan mein sitam toote hain
Umr bhar chain se phir so nahin paayi Zainab
Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Do pisar tune to do baazu diye Ghazi ne ×2
Pehle to rasm-e-wafa tune nibhaayi Zainab
Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Surkh yeh kis ke lahu se hui poshaak teri
Laash kya seene se Akbar ki lagaayi Zainab
Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Paani ko dekh ke kyunkar na jigar tukre hon
Kha gayi hai tere Ghazi ko taraayi Zainab
Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Haaye kis shaan se nikli thi watan se Zainab
Kaisi ghurbat ko samete hue aayi Zainab
Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Rooh-e-Abbas-e-Alamdar na tarpe kyunkar
Be-rida Shaam ke darbaar mein aayi Zainab
Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Baith kar laash-e-Sakina pe yeh Aabid ne kaha
Maar daala use Baba ki judaayi ne Zainab
Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2

Na milega, na milega
Na milega tujhe Shabbir sa bhai Zainab ×2
Dhoondhne jaayegi gar saari khudaayi Zainab
Na milega, na milega

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1998
Personalities
Imam Hussain, Imam Zainul Abidin
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Themes
Captivity of Ahlulbayt
Original language
Urdu
Album
Qafla Ek Le Jaa Zainab, Vol. 18

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.