Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Na Ro Zainab

Nadeem Sarwar

1997Urdu
1997Urdu
Na Ro Zainab is a 1997 Noha recited by Nadeem Sarwar and written by Rehan Azmi. This emotional kalaam portrays Bibi Zainab (SA) on the night of Shaam-e-Ghareeban, alone after Karbala, speaking of the loss of Akbar, Asghar, Abbas, Imam Hussain (AS), and the captivity that awaits the Ahlulbayt. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu lyrics, and English translation on AzadariVerse.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1997
Original
Urdu

Lyrics

Na Ro Zainab Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Na Ro Zainab

Na Ro Zainab

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Na Ro Zainab

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Shaam-e-Ghareeban ×2
Zainab tanha
Ghor andhera
Maut ka saaya
Baadal ban ke sar par chhaya

Aawaz-e-tapon ki ubhri
Kaun jale khaimon ki janib
Tez qadam se chalta aaya
Ponch aansu, Zainab dekhe
Dekhti kya hai? Uska Baba

Baap ke seene par sar rakh kar
Bilak bilak kar, tarap tarap kar
Aisa royi royi

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Haan mera Akbar
Haan mera Asghar
Haan mera Ghazi
Haan tera Dilbar
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Ho ik din mein
Haan ghar ujra
Haan rahe bhai
Haan na beta
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Haan main be-kas
Haan main muztar
Haan pardesi
Haan main be-ghar
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Haan gaya Ghazi
Haan darya par
Haan gire baazu
Haan kat kat kar
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Sarwar pe
Haan chala khanjar
Main ho gayi
Haan be-chadar
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Haan maara hai
Haan aada ne
Haan pyason ke
Haan lashkar ko
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Haan ik chadar
Mein dekha
Haan Qasim ka
Haan jab laasha
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Haan zindan mein
Haan jaana hai
Haan rassi hai
Haan shaana hai
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Haan Rehan-o-
Haan Sarwar ka
Haan pursa hai
Haan yeh Noha
Haan main ujar gayi Baba

Na ro Zainab, na ro
Haan mere jigar ke tukre, na ro ×2
Main kaise na roun Baba
Main ujar gayi Baba ×2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1997
Original language
Urdu

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.