Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Porta Shah Baba

Nadeem Sarwar

2006Pashto and Urdu
2006Pashto and Urdu
Porta Shah Baba is Nadeem Sarwar's 2006 Pashto-Urdu noha portraying Bibi Sakina bidding farewell to Imam Hussain as the grieving caravan is taken from Karbala toward Shaam.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2006
Original
Pashto and Urdu
Album
Mujhe Paidal Chalna

Lyrics

Porta Shah Baba Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Porta Shah Baba

Porta Shah Baba

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Porta Shah Baba

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Alvida Baba, Alvida Baba ×2

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba ×2
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba ×2

Sakht pareshani yama ×2
Porta Shah Baba
Sakina nazanda
Porta Shah Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Bain Sakina ka tha:
Alvida Baba ×2
Haye Shaheed-e-Jafa
Alvida Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Gyarah Muharram hui dasht-e-bala mein
Aur izafa hua zulm-o-jafa mein
Koi bhi Bibi nahin ab to rida mein
Haye Hussaina ka hai shor fiza mein

Sakht pareshani yama
Porta Shah Baba
Sakina nazanda
Porta Shah Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Zakhmi badan, be-kafan, pyase musafir
Tishna-dahan, be-watan, pyase musafir
Sayyed-o-Shah-e-Zaman, pyase musafir
Dasht mein pamaal tan, pyase musafir

Sakht pareshani yama
Porta Shah Baba
Sakina nazanda
Porta Shah Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Kushta-e-zakhmi-jigar, woh Gul-e-Laila
Khak-basar, khak par woh Gul-e-Laila
Aap ka Noor-e-Nazar, woh Gul-e-Laila
Khord-e-sina dar jigar, woh Gul-e-Laila

Sakht pareshani yama
Porta Shah Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Kushta-e-sad-chaak ra Qasim-e-kamsin
Tukre badan, be-khata Qasim-e-kamsin
Kushta-e-Rah-e-Khuda Qasim-e-kamsin

Sakht pareshani yama
Porta Shah Baba
Sakina nazanda
Porta Shah Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Asghar-e-man, be-zaban, kushta-e-paikan
Baba tere sath hai bar-sar-e-maidan
Jaan-o-dil-e-Maa fida Shah-e-Shaheedan
Main to chali dekhiye janib-e-zindan

Sakht pareshani yama
Porta Shah Baba
Sakina nazanda
Porta Shah Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Bali Sakina ki jaan
Alvida Baba
Shaam chala karwan
Alvida Baba
Chain mujhe ab kahan
Alvida Baba
Karti rahungi fughan
Alvida Baba

Sakht pareshani yama
Porta Shah Baba
Sakina nazanda
Porta Shah Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Hafiz-o-Nasir Khuda, aye Ibn-e-Zahra ×2
Jati hai is dasht se Bali Sakina
Sarwar-o-Rehan tha bachchi ka noha
Kushta-e-tegh-e-jafa
Alvida Baba

Sakht pareshani yama
Porta Shah Baba
Sakina nazanda
Porta Shah Baba

Ghamzada karwan dai, Porta Shah Baba
Shaam ta rawan dai, Porta Shah Baba

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2006
Original language
Pashto and Urdu
Album
Mujhe Paidal Chalna

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.