Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Pyaas Achi Hai Chacha

Nadeem Sarwar

2000Urdu
2000UrduImam HussainMuharram
Pyaas Achi Hai Chacha is a 2000 Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar and written by Rehan Azmi, from Jab Mula Aeinge, Vol. 20. Through the words of Bibi Sakina and the grief of Karbala, it expresses that even the suffering of thirst is easier to endure than separation from Hazrat Abbas, while reflecting upon the captivity of the Ahlulbayt and the martyrdoms of Imam Hussain's family.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2000
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original
Urdu
Album
Jab Mula Aeinge, Vol. 20

Lyrics

Pyaas Achi Hai Chacha Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Pyaas Achi Hai Chacha

Pyaas Achi Hai Chacha

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Pyaas Achi Hai Chacha

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Aap achhe hain Chacha ×2
Par yeh zamaana nahin achha
Pyaas achhi hai magar
Aap ka jaana nahin achha ×3

Aap achhe hain Chacha

Aasmaan royega, khaimon mein qayaamat hogi ×2
Bin Alamdar alam khaimon mein laana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Sirf ek raat mein kyun boodha hua hai Sajjad ×2
Sar khule maaon ke beton ko dikhaana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Ek shehzaadi thi jis shehar ki Bibi Zainab ×2
Uske baazaaron mein Zainab ko phiraana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Jaise zindaan mein Sakina hai mili Baba se ×2
Is tarah baap se beti ko milaana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Khush-naseebi hai jo de baap ko beta kaandha ×2
Baap ka laash-e-jawaan, haaye uthaana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Qabr Asghar ki bana kar hai pareshaan Hussain ×2
Aag si ret mein ek phool chhupaana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Ab hamesha main rahungi isi zindaan mein Chacha ×2
Main na kehti thi mujhe chhor ke jaana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Sar khule bibiyaan roti hain aza-khaanon mein ×2
Shab-e-Ashoor charaaghon ko jalaana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Har khushi sadqe mein Zainab ke Khuda de tujhko ×2
Haan Muharram mein khushi koi manaana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Hum Ali waalon ko aye Sarwar-o-Rehan kabhi
Farsh-e-maatam ke siwa dhoondhne jaana nahin achha
Aap achhe hain Chacha

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2000
Personalities
Imam Hussain, Imam Zainul Abidin
Occasion
Muharram, Ashura, Shaam-e-Ghareeban
Original language
Urdu
Album
Jab Mula Aeinge, Vol. 20

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.