Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Qafla Ek Main Laya Tha Qafla Ek Le Ja Zainab

Nadeem Sarwar

1998Urdu
1998UrduImam AliMuharram
Qafla Ek Main Laya Tha Qafla Ek Le Ja Zainab is a 1998 Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar and written by Rehan Azmi, from Qafla Ek Le Jaa Zainab, Vol. 18. Imam Hussain addresses Bibi Zainab after Karbala, entrusting her with the surviving family, asking her to remain patient and to recite Naad-e-Ali throughout the difficult journey to Shaam.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1998
Personalities
Imam Ali, Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu
Album
Qafla Ek Le Jaa Zainab, Vol. 18

Lyrics

Qafla Ek Main Laya Tha Qafla Ek Le Ja Zainab Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Qafla Ek Main Laya Tha Qafla Ek Le Ja Zainab

Qafla Ek Main Laya Tha Qafla Ek Le Ja Zainab

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Qafla Ek Main Laya Tha Qafla Ek Le Ja Zainab

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Aye Zainab meri behna ×4

Qafla ek main laaya tha
Qafla ek le ja Zainab ×2

Raasta mushkil hai to kya ×2
Naad-e-Ali dohra Zainab
Qafla ek main laaya tha
Qafla ek le ja Zainab ×2

Meri dua hai saath tere
Gham na kar jo haath bandhe
Saath mera tha Karbal tak
Jaana hai ab Shaam tujhe
Ek wazifa ho tera ×2
Naad-e-Ali dohra Zainab
Qafla ek main laaya tha
Qafla ek le ja Zainab ×2

Le ke alam tu Ghazi ka
Aaj se khud Ghazi ban ja
Tu bhi Ali ki beti hai
Sadmon se ghabraana kya
Ruk na sake paighaam mera ×2
Naad-e-Ali dohra Zainab
Qafla ek main laaya tha
Qafla ek le ja Zainab ×2

Aansoo ponchh le daaman se
Aaj guzar ja maqtal se
Meri behan hai tu Zainab
Sabr ki manzil tay kar le
Laakh mukhaalif ho yeh hawa ×2
Naad-e-Ali dohra Zainab
Qafla ek main laaya tha
Qafla ek le ja Zainab ×2

Baali Sakina jab roye
Mere bina jab na soye
Usko tasalli tum dena
Pahunchega aaraam mujhe
Sun le mere dil ki yeh sada ×2
Naad-e-Ali dohra Zainab
Qafla ek main laaya tha
Qafla ek le ja Zainab ×2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1998
Personalities
Imam Ali, Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura
Themes
Captivity of Ahlulbayt
Original language
Urdu
Album
Qafla Ek Le Jaa Zainab, Vol. 18

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.