Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Salam Ullah

Nadeem Sarwar

2014Urdu, Persian, Arabic
2014Urdu, Persian, Arabic
Salam Ullah is a 2014 noha recited by Nadeem Sarwar in devotion to Imam Ali (AS), praising his spiritual rank, love for the Ahlulbayt, and the enduring remembrance of Karbala. Featuring Urdu, Persian, and Arabic verses, explore its Roman Urdu lyrics, Urdu-script text, and English translation on AzadariVerse.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
2014
Original
Urdu, Persian, Arabic
Album
Zindaabad Ya Hussain

Lyrics

Salam Ullah Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Salam Ullah

Salam Ullah

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Salam Ullah

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun ×8
Haaye
Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali ×2
Asadullah Ali Waliullah Ali ×2
Ya Haider Ya Haider Ya Haider
Ali
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)
Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali) ×2
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Jisko Allah Rakhe Dost Woh Insan Ali
Wajhullah Ali Rab Ki Hai Pehchan Ali
Hai Lisanullah Ali Natiq-e-Quran Ali
Aye Mere Murshid-o-Aaqa Mere Imaan Ali
Barzakh-o-Qabr Mein Mehshar Mein Nigehban Ali
Door Qadmon Se Na Rakhna Mujhe Ek Aan Ali

Tujh Se Jud Jaunga Maula To Sanwar Jaunga
Main Tere Ishq Mein Dooba To Ubhar Jaunga

Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali ×2
Asadullah Ali Waliullah Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
Asadullah Ali Waliullah Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

In Charkh Ba Angusht-e Shoma Mi-Charkhad
Khak-e Qadamat Arsh-e Khuda Mi-Gardad
Wallah Qasam Khana-e-Kaaba Har Roz
Dor-e-Sar-e-Iwan-e-Tala Mi-Gardad

Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali
Salam Ullah (Ala Ahbabika Ya Ali)
Asadullah Ali Waliullah Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Mere Sarkar Hussain Ibn-e-Ali Ke Baba
Surkh Parcham Ke Nigehdar Jari Ke Baba
Gyarah Masoomon Ke Sardar Sabhi Ke Baba
Qatl-e-Mohsin Ke Azadar Kali Ke Baba
Bibi Kulsoom Ke Zainab Ke Misali Baba
Qaim-e-Aal-e-Muhammad Jalali Baba

Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali
(Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali) ×2
Asadullah Ali Waliullah Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Ya Ali ×9
Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali) ×2
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Dushman-e-Haider-e-Karrar Khuda Ka Dushman
Dushman-e-Rab Ka Nabi Se Nahi Koi Bandhan
Ibn-e-Marjana Ho, Muljim Ho Ya Shimr-e-Jaushan
Arsh-o-Farsh Pe Dozakh Ka Yehi Hai Indhan
Lab-e-Quran Se In Logon Par Laanat Utri
Inki Naslon Mein Ali Se Na Mohabbat Utri

Laanatullah Ala Aadaika Ya Ali
(Laanatullah Ala Aadaika Ya Ali)
Asadullah Ali Waliullah Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Aalam-e-Ishq Mein Yaksan Hain Muhibban-e-Ali
Abu Zar-o-Qambar-o-Salman Gadayan-e-Ali
Dostdaran-e-Khuda Saare Rafiqan-e-Ali
Had To Hai Ke Khuda Khud Hai Sana-Khwan-e-Ali
Laal-o-Jibreel Nazar Aate Hain Darban-e-Ali
Shahiyan Baantte Phirte Hain Faqiran-e-Ali

Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali
(Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali) ×2
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Manand-e-Khodaye-Khwish Bi-Hamta Bud
Rizeh-Khor-e-Sofreh-ash Hameh Duniya Bud
Guyand Ali Be Dast-e-Khaybar-Shekanash
Angushtari Ya Fatimat-uz-Zahra Bud

Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali
(Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali) ×2
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Chaar Gham Aise Hain Jin Par Tha Ali Ka Girya
Pehla Gham Hazrat-e-Hamza Ka Kaleja Chhidna
Doosra Gham Abu Talib Ka Juda Ho Jana
Teesra Gham Tha Bada Rehlat-e-Mehboob-e-Khuda
Chautha Gham Tha Gham-e-Zahra Jo Lahad Tak Pahuncha
Dushmani Haider-e-Karrar Ki Roke Na Ruki
Badr Ki Aag Thi Jo Karbobala Tak Pahunchi

Laanatullah Ala Aadaika Ya Ali
(Laanatullah Ala Aadaika Ya Ali)
Asadullah Ali Waliullah Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Karbala Kya Hai, Chiragh-e-Sar-e-Iwan-e-Ali
Karbala Kya Hai, Bajuz Saya-e-Daman-e-Ali
Karbala Kya Hai, Sajaya Hua Maidan-e-Ali
Karbala Kya Hai, Azakhana-e-Arman-e-Ali
Karbala Kya Hai, Azizan-e-Ali Ki Mehnat
Karbala Ho Gayi Ahbab-e-Ali Ki Jannat

Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali
(Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali) ×2
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Haan
Maqsad-e-Ishq-e-Ali Sarwar-o-Rehan Tha Kya
Aayi Yeh Masjid-e-Kufa Ki Fizaon Se Sada
Ishq Kya Ishq Tha Ma-Bain-e-Khuda-o-Banda
Tohfa-e-Maut Jo Mashooq Se Aashiq Ko Mila
Kamiyabi Ka Andaz Nirala Dekha
Barh Ke Aashiq Ne Kaha, Fuztu Bi-Rabbil-Kaaba

Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali
(Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali) ×2
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Ya Rab Baraye Padar-e-Aba Abdillah
Bar Lahza-e-Aakhir-e-Aba Abdillah
Roz-e-Arafah Kash Ke Zair Basham
Dar Sahn-e-Mutahhar-e-Aba Abdillah

Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali
(Salam Ullah Ala Ahbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali) ×4
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider Ali)
(Ya Haider Ya Haider Ya Haider)

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
2014
Original language
Urdu, Persian, Arabic
Album
Zindaabad Ya Hussain

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.