Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Tere Kinare Furat

Nadeem Sarwar

1996Urdu and Persian
1996Urdu and PersianImam HussainMuharram
Tere Kinare Furat is a 1996 Persian and Urdu Noha recited by Nadeem Sarwar, with poetry credited to Rehan Azmi, from Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16. Addressing the River Euphrates, the lament recalls the thirst of Imam Hussain and his household, the sacrifices of Hazrat Abbas, Ali Asghar and Ali Akbar, and the suffering of Bibi Zainab and Bibi Sakina. Read the Roman lyrics, native script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1996
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura, Arbaeen
Original
Urdu and Persian
Album
Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16

Lyrics

Tere Kinare Furat Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Tere Kinare Furat

Tere Kinare Furat

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Tere Kinare Furat

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2

Tere kinaare, khaime hamaare
Afsos yeh hai, lagne na paaye
Tu chup rahi thi, sar ko jhuka ke
Farte-alam se, lab par thi haaye
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Maalik-e-Kausar, paani ko tarse
Aankhon se aansu, Zehra ke barse
Tere kinaare, aaya jo ghar se
Pyaase ko neza, guzra jigar se
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Ghazi ke baazu, tere kinaare
Paani ki khaatir, kat ke gire the
Gham ke manzar, bhoolungi kaise
Woh pyaase bachche, be-aab koozi
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Itna jo peeta, kitna sa paani
Masoom-e-Asghar, Sheh ki nishaani
Baaqi hai ab tak, tashna-dahaani
Kaise dikhaaye, haaye be-zubaani
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Barchhi jigar par, Akbar ne khaayi
Sookhe labon tak, tu kyun na aayi
Zanjeer kis ne, tujhko pehnaayi
Mar gaya pyaasa, Sughra ka bhai
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Mera to sab kuch, lut gaya ban mein
Ek ek sipaahi, mar gaya ran mein
Teer lage thay, Sarwar ke badan mein
Ab hai judaayi, bhai behan mein
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Be-ghusl laashe, tere kinaare
Chaalis din tak, aise pade the
Yeh baat koi, ab tujhse poochhe
Kya kiya aada, waqt Sibt-e-Nabi se
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Aise hua jo, beeta hona
Qismat mein teri, likha karona
Ta hashr ab to, yunhi tarapna
Mar gayi pyaasi, baali Sakina
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Shaam se lut kar, aayi hai Zainab
Chaas thi de sar, laayi hai Zainab
Sharminda tumse, bhai yeh Zainab
Kho ke Sakina, aayi hai Zainab
Barbaad hui main, haaye wawaila
Lut gayi main, haaye wawaila
Qaidi bani main, haaye wawaila
Tere kinaare Furaat ×2
Shi'yaan-e-maa, nauha kuna
Kushta shud Sibt-e-Rasool-Allah ×2
Tere kinaare Furaat ×2

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1996
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura, Arbaeen
Original language
Urdu and Persian
Album
Allah Bohat Bara Hai, Vol. 16

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.