Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Zainab Darbar-e-Shaam

Nadeem Sarwar

1984Urdu and Persian
1984Urdu and PersianImam HussainMuharram
Zainab Darbar-e-Shaam is an Urdu Noha with Persian expressions, recited by Nadeem Sarwar. It honours Bibi Zainab's courage, patience and leadership after Karbala, describing her journey to Shaam, the captivity of the Ahlulbayt, the suffering of Imam Zainul Abidin and the grief of the mothers of the martyrs. Read the Roman Urdu lyrics, Urdu script and English translation.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1984
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu and Persian

Lyrics

Zainab Darbar-e-Shaam Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Zainab Darbar-e-Shaam

Zainab Darbar-e-Shaam

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Zainab Darbar-e-Shaam

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Zainab darbar-e-aam, Zainab bazaar-e-Shaam
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Zainab deen ka qayaam ×2
Zainab haq ka payaam ×2
Zainab naaib-e-Imam ×2
Zainab ghurbat ka naam ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Zainab darbar-e-aam, Zainab bazaar-e-Shaam ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Zainab sabr-e-Sarwar ×2
Zainab zor-e-Haider ×2
Zainab josh-e-Akbar ×2
Zainab bekas muztar ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Kuch na hiraas hai ×2
Sab ko yeh aas hai ×2
Zainab jo paas hai ×2
Misl-e-Abbas hai ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Zainab ghamkhwaar hai ×2
Zainab saalaar hai ×2
Zainab jarraar hai ×2
Lekin laachaar hai ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Mere Akbar jawaan ×2
Khaayi kis jaa sinaan ×2
Dil hai gham se tapa ×2
Kar doon maa se bayaan ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Laila thaame jigar ×2
Har dam hai nauhagar ×2
Akbar kuch hai khabar ×2
Maa hai barehna-sar ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Baazu mein hain rasan ×2
Har dam taaza mihan ×2
Bhai hai be-kafan ×2
Zainab ke hain sukhan ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Tauq-e-pur-khaar hai ×2
Gardan ka haar hai ×2
Aabid beemaar hai ×2
Zulm-e-kuffaar hai ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Roz-e-Mehshar Anees ×2
Pesh-e-Daawar Anees ×2
Peetenge sar Anees ×2
Parh kar Noha Anees ×2
Rawam rawam bar soo-e-Shaam, ay be-rida shud

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1984
Personalities
Imam Hussain, Imam Zainul Abidin
Occasion
Muharram, Ashura
Themes
Aseeri-e-Ahlulbayt
Original language
Urdu and Persian

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.