Skip to content
AzadariVerse
AzadariVerse

Noha

Zuljanah Aaqbal Minal Maidan

Nadeem Sarwar

1994Urdu
1994UrduImam HussainMuharram
Zuljanah Aaqbal Minal Maidan is a 1994 Urdu noha recited by Nadeem Sarwar, with poetry attributed to Rehan Azmi, from Tu Hai Bara Rehman, Vol. 14. The lament describes Zuljanah returning alone from the battlefield after the martyrdom of Imam Hussain (AS). Through the grief of Bibi Zainab (SA), Bibi Sakina (SA), and Bibi Rubab (SA), it portrays the sorrow that overtook the tents of Karbala.Read moreShow less
Lyrics DetailsTap to viewTap to hide
Category
Noha
Year
1994
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura
Original
Urdu
Album
Tu Hai Bara Rehman, Vol. 14

Lyrics

Zuljanah Aaqbal Minal Maidan Lyrics

WA
Now Playing
AZADARIVERSE · LISTEN & READ

Zuljanah Aaqbal Minal Maidan

Zuljanah Aaqbal Minal Maidan

Nadeem Sarwar

YouTube loads when you open Listen.

Zuljanah Aaqbal Minal Maidan

Nadeem Sarwar

LYRICS

No verified timing yet · read alongside the video

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina

Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina

Shor hua lo, khaali aaya ×2
Chhod ke Zainab ka maa-jaaya
Bhaage chala hai khoon mein nahaaya
Zainab ne dukhda yeh sunaaya

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina
Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Khoon mein tar rahwaar ko dekha ×2
Roi tadap kar baali Sakina
Boli kahan hai mera Baba
Chheen liya kyun mera sahaara

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina
Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Main tere sadqe, main tere waari ×2
Tu mere Baba ki hai sawaari
Tere badan se khoon hai jaari
Zakhm lage hain jism pe tere

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina
Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Baat na maani tune meri ×2
Roi bahut qadmon se lipti
Boli kahan hai mera Baba
Chheen liya kyun mera sahaara

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina
Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Chhod diya kyun ran mein akela ×2
Choor ghamon se tha mera Baba
Jisne uthaya laash pe laasha
Tanha kyun maqtal se aaya

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina
Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Zainab ke lab par yeh fughaan thi ×2
Seh na sakungi Shah ki judaai
Tune kyun gardan hai jhukaayi
Reh gaya kyun maqtal mein bhai

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina
Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Banu pukaari, phenk ke chadar ×2
Lut gayi main, barbaad hua ghar
Ran se na aaye Sibt-e-Payambar
Chalte hain mere qalb pe khanjar

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina
Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Qatl hua Shabbir jo ran mein ×2
Goonji sada Rehan ki ban mein
Aag lagi Zahra ke chaman mein
Pohnchi khabar Sughra ko watan mein

Zuljanah aqbal minal maidan khaali
Wa waila, haaye wa Hussaina
Ae wa ghareeb, haaye wa Hussaina
Ae wa shaheed, haaye wa Hussaina
Ae wa mazloom, haaye wa Hussaina

Details

Lyrics Details

Category
Noha
Year
1994
Personalities
Imam Hussain
Occasion
Muharram, Ashura
Original language
Urdu
Album
Tu Hai Bara Rehman, Vol. 14

Privacy preferences

Essential site features remain available regardless of your decision.

This control does not grant advertising consent. You can change your analytics choice at any time using “Privacy choices”.Privacy Policy.